COUNTINUED FROM LAST CHAPTER
ANIRUDH AND BONDITA CAME TO HOME AFTER ALL THAT DRAMA , ANIRUDH TOOK JHILMIL WITH HIM SO THAT VO USKO SAFE RAKH SAKHE AND ALSO COURT MAIN JHILMIL KI STATEMENT BHUT IMPORTANT HAI
ANIRUDH : Jhilmil , yeh humara ghar hai aur abse tum yahin rahogi jab tak tumhe nyaye nhi mil jata , tumhe koi khatra nahi hai yahan pe
JHILMIL : dhanyavaad anirudh babu , lekin main yaha-
ANIRUDH : hichkichane ki jarrurat nahi hai tumhe , yahan koi tumhe kuch nhi bolega bas ak baar hum yeh case jeet jaye uske baad tum puri izzat ke sath apne ghar jana
JHILMIL : ( noticed that bondita was looking at anirudh ) par anirudh babu vo- nahi mera matlab hai ki bond-bondita didi ko agar koi dik-dikkat ( problem ) hai to main-
BONDITA : apna drama band karo ( she said in a no mood of talking to her )
JHILMIL : didi maaf kardo mujhe nahi pata ki maine aisa kya bol diya jo aa-aap mujhse aise baat kar rahi hai , didi mera vishwash ( trust ) karo main sab sach bol rahi hu
ANIRUDH : tumhe kisi ko kuch safai dene ki jarrurat nahi hai jhilmil
BONDITA : afcourse , tumne inhe bata diya hai meri kya jarrurat hai ab
SHE LEFT WITHOUT LOOKING AT ANIRUDH
JHILMIL : maaf kar dijiyeh anirudh babu , mai-main nahi chahti ki meri vajah se aapki ghar ghristi ( family ) kharab ho jaye , mere to hai hi kismat phuti , janm ( birth ) ke sath hi meri maa mar gyi , phir pita ne kabhi pita jaisa kuch kiya hi nahi , aur phir pati -pati bhi to aisa mila , jarrur koi bure karm ( bad krma in past life ) kare honge jo ab iss nark se guzarna pad raha hai , rhene dijiyeh anirudh babu mai-main chali jaaoungi yahan se aapne meri itni madad kardi hai uska ahsaan nahi bhulungi , lekin main yeh bilkul nahi dekh paungi ki meri vajah se bondita didi ke ghar main aag lag jaye ,
ANIRUDH : ar-are jhi-jhilmil aise koi baat nahi hai , aur yeh sara dosh tum apne uppar kyu le rahi ho yeh sab tumhare uss pati ki vajah se hua hai , usse to main saja dilwake rahunga aur rahi baat bondita ki toh-( he took a pause ) toh- main baat karta hu bondita hai , meri bondita aise nahi hai jhilmil jarrur usse koi galt fhemi hui hai dekhna kal vo khhud tumhara saath degi
BOTH ANIRUDH AND JHILMIL ENTERED THE HOUSE AT THE SAME TIME WHEN SUDDENLY SHASWATI HUGGED JHILMIL THINKING HER AS BONDITA
SHASWATI : maasi maasi aap aagyi , main kabse aapka intezaar kar rahi thi , aap aagyi ab hum dono khelenge nahi nahi sath main milke anirudh dada ko apreshan karenge
JHILMIL : beta mai-main tumhari baudi nhi hu , main jhilmil
SHASWATI : dadaaaa yeh kaun hai , aur yeh aapke sath kyu khadi hai bondita maasi kahan hai , batayie naaa bondita maasi kahan hai
TRILOCHAN : ani-anirudh sab theekh to hai , hum-humne abhi bondita bahu ko uppar jate hue dekha bhut gusse main thi bahu , hua ky-( he noticed jhilmil ) ye-yeh kaun hai anirudh
SHASWATI : dekhiyeh na kaka , main kabse yahin puch rahi hun inse ki yeh kaun hai
TRILOCHAN : batao anirudh kon hai yeh aur bahu ittne gusse main kyu hai
ANIRUDH TOLD HIM EVERYTHING
ANIRUDH : to bass kaka ab jab tak main yeh case nahi jeeet jata tab tak jhilmil yahin rahegi
YOU ARE READING
ANIDITA : JUST THEM
RomanceJUST A NEW STORY OF OUR ANIDITA STORY STARTS FROM WHEN BONDITA IS SET TO RETURN FROM LONDON THERE WILL BE NO DUSHMANI TRACK BONDITA'S AGE :20 ANIRUDH'S AGE : 27