Well hello babiesss, first of fall i would like to thank you guys for your immense support and love ....7.4 k reads are no joke , sooo thank you so much
Well mujhe aap logo se kuch puchna tha , ki mere dimag main kuch ideas hai New stroies ke liyeh , aap log bata do ki inn saari stories main se aap konsi padhna chahoge , aur agar nahi hai inetrest kisi bhi story main ..to bhi koi baat nahi , main yeh waali story to post karungi hi
Shraap : The curse
: pure parivaar ke naam ke diyeh jalaye hai inhone bas humein chod kar , par yeh dekho maine hum dono ke naam ke diyeh jala liyeh ..
A very beautiful women said entering into the dark room as she lights up the two diya in that room
: kya faayeda hoga yeh diyeh jalake bhi maanyata bhabhi , inke kul ke saare deepak to bhuj hi jaayenge
Maanyata : nayani ..yeh kya bol rahi hai tu
Nayani : bhabhi aap jaanti hai khete hai ki ak aurat hi jo iss sansaar ko aage chala sakti hai , naya jeevan deti hai ak aurat lekin agar vahi jeevan dene wali aurat vinaash karne pe aajaye toh pura sansaar khatam ho jaata hai ,
Maanyata : naya--
Nayani : Ab samay aagya hai bhabhi ,
Maanyata took a deep breath watching a thin women , her sister in law standing near the Lord Krishna's Idol , Even though its dark but she still can see the fire in her eyes ...fire of revenge ,
Maanyata : kya ..karne kya wali hai tu ,
Nayani : Mahabharat ,,,
A strong gush of wind blew in that room , with the shivering eyes and cold lips maanyata peeked out of the another window that opens into their home's sitting place , All the diyas that her mother in law had lit up as a sign of the long life of her family were now consumed in the dark ,
*********************************************************************************************
Madirakshi
A painful scream of women such that even the sky starts pouring the rain
: bhaiiiiii....bhaiiiiii ......krishnaaa bhaiiii
Her pain , anguish look like some kind of joke to the monsters there
: abee pagal hogyi hai kya, bhagwaan se madad maanegi ab tu ...ki bhagwaan aayenge aur tujhe bachayenge ,
: yeh koi dwapar yug nahi hai aur naa hi tu draupadi hai , jo swayam bhagwaan krishna bachane aayenge ..aur kya bhai bhai laga rakha hai tune ..bhagwaan ko bhai manegi to kya vo tere bhai ban jayenge
******************************************************************************************
Maaya : Truth of lies
: mera naam maaya hai aur aapka ?
: mera naam ...mujhe laga ki tumhein mera naam pata hoga
: aree main to aapse pheli baar mil rahi hu ,mujhe aapka naam kaise pata hoga
: maaya keshav ka hi ansh hota hai ,
: jii ...?
: ooh actually aapne abhi bataya na ki aapka naam maaya hai to jo main book likh raha hu uska naam bhi maaya hai , well main keshav
: aacha...to bye , actually meri friend wait kar rahi hogi
.....................................................................................
: kyaa baat hai keshav ji , aap to shayri bhi bhut aachi kar lete hai
: kya kare maaya ji , itni khoobsurat ladki ho to aapne aap shayari aajati hai
: tooh aap flirt bhi aacha kar lete hai ,
: aap uttarakhand kitne dino ke liyeh aur hai maaya ji
: kuch din aur bas, actually meri friend hai na Riddhi usko bas itni hi leaves mili hai office hai toh isliyeh....
.............................................................................
: maaya tu pagal hogyi hai kya ...
: riddhi main--
: maaya hum kabhi uttrakhand gye hi nahi , maine tujhe uss raat phone karke bola tha na ki mujhe holidays nahi mil rahi hai to hum uttarakhand nahi jaa payenge .
*************************************************************************************
Soooo these are the stories..agar aapko koi aachi lag rahi hai to please comment main usko likhna start kar dungi , aur agar nahi to bhi koi baat nahi
but please do comment ..
YOU ARE READING
ANIDITA : JUST THEM
RomanceJUST A NEW STORY OF OUR ANIDITA STORY STARTS FROM WHEN BONDITA IS SET TO RETURN FROM LONDON THERE WILL BE NO DUSHMANI TRACK BONDITA'S AGE :20 ANIRUDH'S AGE : 27