countinued from last chapter
SO TODAY WAS A COURT HOLIDAY THAT'S WHY ANIDITA WERE AT HOME
IN KITCHEN
JHILMIL AND KOYELI WAS WORKING
KOYELI : yeh gud wali chai trilochan maalik ki , yeh ajeeb doodh ( milkshake) batuk maalik se liyeh , yeh kaali chai binoy maalik ke liyeh aur yeh falo ka ras ( fruit juice ) somnath maalik ke liyeh , dekho jhilmil sabko dangh se deke aana theekh hai
JHILMIL : aur anirudh babu ke liyeh ?
KOYELI : ( she smiled ) chote maalik to bas bondita didi ki hath ki vilayati chai peete hai
JHILMIL : vilayati chai ? , yeh kya hota hai koyeli didi , chai to chai hoti hai
KOYELI : haan chai to chai hoti hai lekin , chote maalik hai na vo phele si hi yeh vilayati chai peete the , phele to hum bana dete the lekin phir bondita malkin aagyi to sab kaam unhone sambhal liya , phir to chotte maalik sirf bondita maalkin ke haathon ki chai peete the , co-cof-coff-caaffee haan caafffee khete hai iss vilayati chai ko ,
JHILMIL : caa-caaf-caaffee , yeh kaisa naam hai 😂😂😂😂
KOYELI : haan humse to bola bhi nahi jaata lekin bondita malkin to yeh gondogol engrezi basha puri jaanti hai haan , akdum gori mam ki tarah ,
JHILMIL : haan dekha hai maine bondita didi ko, vo saree kaise phenti hai , maine to gaaon main bhi aajtak kisi ko aise saree phente hue nahi dekha ( babiesss she was talking about the saree, matlab bondu ab bengali tarah se nahi phenti but simple tarah se phenti hai which was not comman in that time , btw i love bengali saree , koi bengali reader hai kya mere pass )
KOYELI : haan tabhi to humare chote maalik ko pasand hai, unko bhi to aise gori mam jaise ladkiya pasand aati hai
JHILMIL : haan yeh to hai , didi bhut sundar bhi hai , aur kitne aache se rheti hai ,
SUDENNLY BONDITA ENTERS,
BONDITA : kya baat ho rahe hai yahan pe
KOYELI : kuch nhi bondita maalkin bas aise hi
YOU ARE READING
ANIDITA : JUST THEM
RomanceJUST A NEW STORY OF OUR ANIDITA STORY STARTS FROM WHEN BONDITA IS SET TO RETURN FROM LONDON THERE WILL BE NO DUSHMANI TRACK BONDITA'S AGE :20 ANIRUDH'S AGE : 27