15

320 36 12
                                    

2 days after Madhav's accident

Ar: papa abhira kaha gayi

M: pata nahi beta subah se nahi dikh rahi hai

Ar: yeh ladki bhi na

Some where in a mandir

Pandit: pita ka naam

Ab: abhinav sharma

Pandit: maa ka naam

Ab: akshara abhinav sharma

Pandit: apna naam

Ab: abhira abhinav sharma

Pandit: dada ka naam

Ab: nahi pata

Pandit: nana ka naam

Ab: nahi pata

Pandit: koi bhai mamu yaa parivaar ka koi sadasya

Ab: koi nahi hai mere papa anadh the unhe apna maa baap ke baremein kuch nahi pata tha aur mumma apni family ke baremein kuch bataya nahi mujhe. Mai anadh ek hoon

Pandit: koi baat nahi beta

Pandit completes pooja

Pandit: ab aap dhaan kar sakti ho beti

Ab: ji thank you

Abhira comes down of the temple and starts food donation

" papa mumma kehti thi aap unka aur aap ka har birthday pe aur apni marriage day pe bachon ko buddon ko khaana aur kapde dhan karte aur phir church jaake candles jalake pray karte the aap ke jaane ke baad bhi mumma woh sabh karti thi kipling uncle ke saat church jaake woh sabh karte the phir mai aur mumma aap ke birthday pe bachon ko khaane khilate the aur anniversary pe footpath pe hone wale Buddon ko vastra dhan uss ke liye apni kamai se paise leke alag gulak mein daalte the. Ab mumma nahi hai tho unki taraf se bhi mujhe hi karna padta hai. Happy birthday papa aur yahi din aap hume chodke gaye the na" says abhira while serving food to the kids

K1: didi thank you so much aap ki wajah se accha kaana mili hai warna roz tho paani se pet Barna padta hai

K2: haa didi aap ke tho mumma papa aur family haina hamara koi nahi

Abhira have tears in her eyes

Ab: mera bhi mumma papa nahi hai na koi family mai bhi anadh hoon 😭

******

In Armaan's favorite place

Ab: pata hai papa mai 3 years ki thi jab Maine mumna se poocha tha ki mumma mein papa kaha gaye pata hai unhone mujhse kya kaha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Ab: pata hai papa mai 3 years ki thi jab Maine mumna se poocha tha ki mumma mein papa kaha gaye pata hai unhone mujhse kya kaha. Sky mein stars ko dikhate kaha ki tumare papa star ban gaye woh yaha ke brightest star the waha bhi sabh se Brightest star ban gaye. Uss din mai bahut royi thi papa aur mujhe dekhe mumma bhi royi thi aur pata hai maine kya kaha. Maine kaha mumma don't cry mai magic kar ke papa ko wapas lavungi. Choti si umr thi Pata nahi tha ki jo log waha jaate woh wapas nahi aate. Mumma aap ke har birthday pe bahut sad hoti thi papa. But aaj woh kush hogi na aap ke saat jo hai akele tho mai ho gayi Papa. Mujhe aap ki bahut yaad aati hai papa"

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Aug 06, 2024 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

mere papa Where stories live. Discover now