Happy reading fellas....
"Tum yaha kya kar rahi ho..." Asked Manish in horror..
HM - hum baas yaha sach jaane aaye ki humare abbu ka mout huva hi kyu....bahut kuch ho raha hai humari life me....hum baas sab khatam karna chahata hai ..
M - par iss tarah kyu...
Haseena takes a deep breath and tells him everything about what had happened to her as well as with Karishma. Now why they are here to meet him... Manish takes everything slowly and sits down... The girls join him and gives him some time reciprocate..
M - ( looks at Haseena with proud smile) tumare Abbu humesha se bolthe the ki tum agge Jaa kar ek acchi aur kabil police wali hi banogi..unse bhi acchi.. but kabhi socha nahi tha ki vo ye sab dekhe bina hi chale jaayenge... Tumare baare bahut baathe karthe the ki tum kiss tarah se rah thi hi,class me kaise first mark laathi ho aur sheyri tho tumhe bhi pasand haina apne abbu ki Tarah ( Haseena nods her with teary eyes) tum bilkul apne Abbu ki Tarah hi ho...bahut hi bura laaga jab hume unke baare me pata chala... Humare liye apke abbu hi ek umeed the....
KS - par ab MS hai tho...aap unse vo sab kuch kaha sakte hai....hum dono koshish karenge ki iss baar apko insaaf mile..
M - par beta... Inthna sab kuch tum dono ke saath hone ke baad bhi iss case me Lage ho... Aagar unn logo ko pata chal gaaye ki tum Zinda ho tho fir tumare pass firse Anne ki koshish jarur karenge...
MS - hume pata hai... Par iss baar humare paas koi choice nahi hai...baat humari hothi tho haat jaathe lekin iss me Karishma bhi shamil ho gaayi hai bina waje se aur hum unki zindagi barbaad nahi kar sakte....aur aagar Aaj humare Abbu bhi zinda hothe tho shyd vo bhi yahi karthe..
M - ( takes deep breath) sahi kaha... Unhone bhi iss case na rukne ka waada kiya tha... isliye unki Jaan gaayi...nahi tho Aaj tumare Abbu tumare saath hothe... Kabhi kabhi lagta hai ki inn sab ke piche humare hi haath hai...aagar uss din humne unhee roka hotha tho shyd tumne apne abbu ko khoya nahi hotha..
MS - aap apne aap ko dosh mat dijiye...jo bhi huva hai usse hum badal nahi sakte lekin aage ka tho soch sakthe haina...hume mouka dijiye... shyd iss baar sach samne aa jaaye...
M -( looking at Haseena) pucho...kya jaana chathi ho..
KS - ( jumps in ) uss raat ko kya huva... police ne apko kaise pakda.. aur aap uss waqt Akash Verma ke ghar kar kya rah the..
M - ( takes a long breath and remembers that dreadful day) mai Aakash Verma ke ghar me kaam kartha tha...unke parivar ke log bahut hi acche the...ek lawyer hone ke baad bhi Akash ji Dil ke bahut hi acche the...mujhe apne pariwar ki tarah treat karthe...unki mout hone ke kuch mahino ke pehale se vo kisi case ko leke bahut hi busy aur preshan the...jab bhi koi case hotha tho kuch hi din unka kaam khatam ho jaatha lekin jis case me vo kaam kar raha the usse kahatam karne me bahut din ho raha the... Uss case me vo inthna busy ho gaaye vo thik se khana khana , apne pariwar se milna sab baad ho gaaya tha...yaha tak ki vo court se aane ke baad apne study room me hi Raha the...unke parivar ke log bahut chinta kar raha the par Akash ji ne kaha ki ye case thoda complicated hai aur jaldi isse close kar denge...fir vo din aaya aur maare gaye...
MS - apko pata hai vo kis case me kaam kar raha the...
M - bilkul bhi nahi....hum unke study room kabhi jaathe hi nahi...jab jarurat hothi hai tab hi jaathe hai..
KS - uss raat ko kya huva..
M - uss din kaam se bahar gaaye the aur aathe wqt raat ho gaayi thi...hume apne ghar jaa raha the ki raaste me Akash ji ka ghar dekh liya....vaha se gujar jaana chahte lekin hume kuch ajeeb hi mehasoos hone laga...socha ki agle din chale jaayenge lekin pata nahi kyun usse din kuch thik nahi lag raha tha isliye bina soche hum unke ghar gaaye ye puchne ki sab thik hai ki nahi aur unko kuch saman chaiye ki nahi..jaise hi hum vaha gaaye uss Ghar darvasa khoola huva tha...hume laga ki shyd koi aaye hoga ya fir unke parivar ke log ne hi aise ho chod diya hoga...hum apne cycle ko stand maar kar front door par gaaye..door bell bajthe usse pehale hi andhar kuch awaj aayi...hume tab bhi kuch thik nahi laga tho andhar chale gaaye...andhar Jaa dekha tho humare hosh udd gaaye...unka ghar pura khoon se yaha vaha par tha..hume ek minute keliye laga ki hum galat Ghar me aa gaaye....fir hume shock laga ki unke parivar ke haar koi maara huva hai..bahut berahami se....isse pehale hum kuch samjh pathe study room se kuch awaj aa rahi thi..hum vaha bhaag kar gaaye tho dekha ki koi Akash ji ko maar raha tha...humne darvasa thot kar andhar gaaye...usse hum pakad pate vo khidki se bhag gaaya....hume kuch samjh nahi aa raha tha ki kya kare...hum Akashji ke paas bhag kar gaaye...vo aakir sasa le hi Raha the....humne kaha ki hum ambulance ko bhulate hai lekin unhone hammare haath pakad liya aur jaane nahi diya...vo kuch kahana chahate par hum kuch samjh nahi paaye...baas ek hi baat ko bol raha the...hum kuch kar sake police ki awaj aayi aur unn logo ko laga ki humne unke parivar ko maara..Akash ji kuch kaha sake usse pehale maare gaaye...aur police ne mujhe pakad liya kyuki crime scene mere alawa aur koi nahi tha....aur mai Puri tarah se phas gaaya...Maine unhee sach kaha ki maine kuch nahi kiya lekin vo mere baat ko maane ko tyaar hi nahi the...mujhe kisi se baat karna ko mouka Mila hi nahi aur sidha jail me daal diya..fir saza bhi...badme mujhe pata chala ki police ko Akash ji ke ghar se murder weapon Mila hai...aur uss murder weapon meere haath ke finger print hai...tho baas case kahatam ho gaaya aur aaj tak saja kaat raha hoon jo ki maine kiya hi nahi..
आप पढ़ रहे हैं
Maddam sir
FanfictionIts all about fun,drama,friendship,misunderstanding and everything... lets read the beautiful bond between members of MPT..