Chapter 9 - The Untold story...

614 53 13
                                    

Happy reading fellas...

MS - ( holding Karishma hand ) apko tho pata hoga ki humari abbu ki death goli lagne ke wajse hubi hai...( KS nods her head lightly) actually vo incident ek trap tha mere abbu ko maarne ka plan..

KS - par kyu..

MS - humare Abbu ek case me kaam kar Raha the...IPS officer ki case me... Naam Nikitha Singh hai...aur unki mout balcony se khudne ke Karan huva hai...police investigation ki tho unhee ek letter mila... suicide note...aur case ko close kar diya...

KS - aur apke abbu ko lag tha hai ki ye suicide nahi murder hai...

MS - Haan...Hume bhi lag raha hai.... Aur shyd abbu iss case me kaam bhi kar raha the...unhee aise kuch mila hoga jiski wajse unki mout ho gaayi...unke saath kahi officer ki bhi mout hubi hai...

KS - but case kya hai..jiske wajse haar koi maar raha hai..aur aap bhi...

"Vo hum samjha the hai.." said a person entering the room...MS and KS exchange looks...Karishma has no idea who that person is..

MS - KS ye hai... Mahindra Kumar... Humare Abbu ke saath kaam karthe the...aur inhone hi hume uss raat hume baachaya tha...

KS - (confused face) MS hume kuch samjh nahi aa raha hai... Koi mujhe saaf saaf bolega...

MK - Kuch saal pehle hum aur Haseena ke abbu ko ek case mila jaha par ek IPS officer ki jaan chali jaathi hai. Investigation ke dhoran hume baat pata chala ki unhone khud ki jaan Li hai...but Haseena ke Abbu ye baat maan ko tyaar nahin the ki koi officer aise kaam nahi kar sakta..hume tho koi saboot nahi mila tho humne decide kiya ki case ko close kar dethe hai but Haseena ke Abbu nahi maane...unhee lag raha tha ki kahi kuch tho chud Raha hai..bahut dino se uss case me kaam kar raha the...unke haat kuch laga hi nahi fir bhi haar nahi maan raha the..fir ek din humare higher officer aaye aur unhone uss case ko close karna ko kaha kyuki bahut din ho gaaye... evidence na milne ke Karan unhee ye case humesha keliye close karna hi hoga...Haseena ke Abbu tab bhi baat ko maan nahi raha the aur aur time maag raha the lekin aise nahi hua...higher officer ko gussa aaya aur unhone warn kiya ki aagar ye case close nahi kiya tho unhee suspend kiya jaayega...Haseena ke Abbu ke paas koi chara nahi tha aur unhone case ko close kar diya...

KS - but fir vo apne investigation kar raha the..

MK - bilkul..unhee laga ki official kaam nahi kar sakte tho unofficial hi sahi..unhone apne kabri ko kaam me laga Diya...hume tho iss baare me kuch laga hi nahi...fir ek din aise hi acchanak Haseena ke abbu ne kaha ki unhee uss case me bahut bada saboot mil gaaya hai...aur unhone pata lag gaaya ki ye Nikita Singh ne suicide nahi balki unka murder huva hai...baas iss whole crime scene ko stage kiya gaaya taki case jald hi close ho jaaye...ye baat sunn kar hum bahut shok me the aur accha bhi laga ki unhone kuch tho dunda...humne usne pucha ki kya find kiya hai...but..

HM - unhone kuch nahi kaha..

MK - jabse tumare Abbu iss case ,me involved huva the tabse vo bahut hi pareshan the aur uss din bhi the..Jan Maine pucha ki vo kya evidence hai tho unhone kaha ki ye baat abhi leak nahi ho sakthi hai..pehale unhee higher authority se baat karni hogi kyuki uss case me koi baada admi involved hai..aagar ye baat bahar aayi tho bahut bada bawal ho sakta hai... Higher authority ke paas jaane hi waale the ki hume call aaya ki construction site ek gang hai jo logo par hamla kar raha hai...hum sab ko vaha assign kar diya uss situation ko handle karne keliye...na chahte huva bhi hum sab yaha gaaye... situation bahut hi kambir ho gaayi uss site me and firing hona shuru ho gaaya..hum sab ne defend Kiya hai shoot karne lage..kahi log maare gaaye...aur usme tumare Abbu ki bhi mout ho gaayi hai...( Looking sadly at Haseena)

KS - par ye tho koi random shootout lag raha hai..i mean isme tho saaf hai ki ye incident hai abbu uss shoot out me maare gaaya hai..

MK - Haan pehale bhi mujhe yahi laga but jab goli mere liya likha tha tho Haseena ke Abbu ko kyu laga...

Maddam sirजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें