Raghvi's bedroom
All three kids barged into the room..
Shivangi:- itne saale gifts
Dhriti:- picks up a glass bangle & puts in her wrist ...yeh toh bahut bala hai
Arjun:- alley toh yeh Amma ka hai na
S:- mele ko bhi chahiye gifts
D:- mai bhi lungi
A:- aul mele ko bhi toh milna chahiye na gift .
Pallavi:- comes out of the washroom... Devaaa ....yeh tum sab log kya kar rahe ho ..chalo chhoro saari cheejein . Yeh sab puja ka saman hai .
D:- puja ka nahi tumhala saman hai
S:- picks up her nauvari saree , aul kya yeh saali appa thole pehenge
P:- snatches her gifts items from their hands ... Chalo bed se utaro sab ke sab . Pata nahi hand wash kiye bhi hai yaa nahi ...aise hi dirty hands se sab kuch touch kar rahe hai aap log
A:- koi festival hai kya jo itne saale gifts liye
P:- haan parso vat savitri ki puja hai na ...hum sab subah subah achhe se ready hokar mandir chalenge
S:- pel mele toh naye kaple nahi hai
D:- aul juliee bhi nahi hai
P:- achha toh aapko bhi jewellery pehenni hai
D:- haan juliee toh bahut jaluli hai
P:- toh ja kar ke appa ko bolo
S:- yeh sab appa laaye hai
P:- haan wahi toh laate hai mere liye gifts
A:- talo hum appa ke paas talte hai
Kids:- barged into Raghav's den
Raghav:- is working on laptop
S:- taps on the desk ...hello hello
D:- attention plzzz
R:- raises his eyes & looks at them .. kya hai
A:- hume bhi amma ki talah gifts chahiye
D:- haan nauwali saali aur juliee bhi
S:- aul chooli bhi
A:- puja ke liye humale naye kaple nahi hai
R:- puja toh Amma ko karne ka hai na ...toh tum log naya kapda , jewellery aur gifts ka kya karega
D:- alley toh hum bhi jayenge na puja me
S:- hum pulane kaple me thole jayenge
D:- hum abhi amma ki talah achhe se leady hokal jayenge
R:- Arjun bhi amma ka jaisa saree pehnega kya
A:- agal tum saali pehnoge toh phil mai bhi pehen lunga ....bolo bolo saali pehnoge
R:- rolls his eyes , sara jawab juban ka nok per ready rehta hai
S:- humale gift laoge ya nahi
D:- agal nahi laaye toh hum amma ke saale gifts chula lenge
R:- arey nahi nahi aisa nahi karne ka , tumhara Amma ka ek ek gift kharidne me bahut mehnat laga hai ..hafto se taiyari kar raha tha mai
P:- she is standing outside the den & secretly listening to their conversation. A wide smile comes on her face , janti thi ki tum hamesha ki tarah es baar bhi kaafi din pehle se hi mere liye shopping kar rahe the .