VedArth Date (part2)

651 73 23
                                    

They went for lunch. Sid was behaving like pure gentleman. Vedanti was smiling in mind because of that. They were seating & doing lunch without uttering a word. Finally she said.

Vedanti :- Sid pata nai tumhe yaad hai ya nai par hum na yaha date pe aaye hai. Tumnehi mujhe date ke liya poocha.. Aur yaha aake baat hi nai kar rahe ho mujhse.. Not fare...

Siddharth :- Vedanti ho gya na lunch.. Waise bhi hamne lunch bahot late kiya hai.. 5 baj rahe hai.. Chalo.. Wo kisi P. L. Deshpande garden main jaana hai.. Hope at least wo jagah jra interesting ho.. Jabse poona aya hoon tabse ek bhi dhang ki jagah nai dekhi..

Vedanti got angry.

Vedanti :- Sid.. Firstly its 'PUNE' not 'POONA'. Respect se naam lo. Tum Mumbai ke log.. Khudki city ko to BOMBAY bana hi chuke ho ab Pune ka naam bhi kharab kar rahe ho.. Ani kay re ?? Kya matalb koi dhang ki jagah nai dekhi..?? Apni Mumbai main gande beaches ke alava kuch dikha sakte ho..??

Siddharth :- No. Meri Mumbai ke baare main kuch mat bolo.

Vedanti was about to say something but waiter came there.

Waiter :- Sir mam aap plz uth jaiye.. Aur customers wait kar rahe hai.

Siddharth :- Dekha tumhare Pune ke log.. Baat karni ki tamiz hi nai hai. Sidhe keh rahe uth ke chale jao. Hamari Mumbai ke log aise nai hai.. Har baat pe adjustment karke rehne ki aadat hai unhe. Isi wajah se koi kisise iss tarike se baat karta.

They came out of restaurant.
& went for P. L. Deshpande baug.

They entered in garden. Sid was looking amused. It was the most beautiful place.

Vedanti was looking at his amused eyes

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Vedanti was looking at his amused eyes. A thought came in her mind. 'What beautiful brown eyes he has.. Lucky one to have such eyes..' (Siddharthians come on.. remember his eyes again & think what vedanti is thinking.. Our favourite timepass 😜😜)

Siddharth :- This is beautiful.. Maine aaj tak itni khoobsurat jagha nai dekhi.

Vedanti :- Kaha tha maine.. Bas aisehi jhagda kiya mujhse..

Siddharth :- I am sorry Vedanti.. Really Sorry.. Mujhe aisa nai bolna chahiye tha.

Vedanti :- Its ok.. Chalo.. Waha jharne ke paas chalte hai.

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now