Part 41

555 65 47
                                    

Mugdha lifted Khushi. They were enjoying each others company. Sumedh clicked some pictures of them. Mohit sir was busy adoring khushi's cuteness. Ramesh sir came there.

Ramesh sir :- Mohit in logoko leke beach ki taraf jao wahape sab students tumhe dhoond rahe hai.

Mohit sir :- haan. Chalo Sumedh Mugdha. Chalo.. Siddharth kaha hai.  ?

Sumedh :- wo aur Vedanti already beach par hai.

Mohit sir looked towards Khushi.

Mohit sir's POV :-

Ramesh told me to go to beach. Par ye bacchi.. Kya jadoo hai usme..? Meri nazar hi nai hat rahi usse. Same aankhe same dimple.. Kyu iss ladki main mujhe apni chhavi dikhai deti hai...? Kyu..? Mera kisi main itna involve hona accha nai hai.. Isse meri powers kam ho sakti hai. She was looking towards me. Mujhe daddy bola usne.. Kaun hoga iska daddy..? Kitna kam nasib hai wo jo itni cute beti ko chod kar gya.. Mujhe jaana hoga.. For the last time I looked towards her. She smiled. I also smiled & said bye. But She started crying. "Plz agar aap mere daddy nai ho to plz mere daddy ko ghar bhej do.. Mere friends mujhe bahot chidhate hai.. Kyo ki mere daddy nai hai. Plz aap unhe bhej do. " She cried. A tear scrolled down frm eye. I couldn't believe that. I was crying. My gaze went towards window of her house. Suddenly someone closed it. I was confused. Finally I controlled myself & went frm there. Ramesh was still standing there. Sumedh came with me. Mugdha stayed there with Khushi.

End of POV.

Nisha came there. She was crying. She looked towards Khushi & hugged her. Ramesh sir was also crying. Mugdha saw everything & was looking confused. Finally Antara came out. She was crying her heart out. Nisha & Ramesh sir saw her.
"Mumma.. " Khushi said. Antara came there. Ramesh sir couldn't bare this & sat on ground. Antara & Nisha also sat there. They hugged each other & started crying. They were continuously crying for about 5 minutes. Mugdha didn't know what was going on but she still started crying. Sid also came there. Everyone was silent. Finally Khushi started crying loudly. Then everyone looked towards her. Nisha slapped Antara.

Nisha :- ek phone ya phir ek msg kar deti.. Tumhari ek chhe saal ki beti hai aur tumne ek baar bhi ye baat hame batana jaroori nai samjha .? Hum dushman hai tumhare ? Maar dalte kya tum donoko..? Bolo..

Antara :- aisa nai hai. Kya batau tumhe..?

Ramesh sir understood that Mugdha is standing there. He told Antara to stop. Sid understood & said Mugdha to come with him. But Mugdha was behaving weired. Her eyes again became red. Antara took Khushi in her lap & closed her eyes.

Mugdha :- Main tum dostoko jine nai doongi. Ramesh tumhe main maar dalungi.

Saying this she ran towards Ramesh & grabbed his collar.Sid tried to stop her but she pushed him away.  Nisha stood up & went towards little Mandir where Khushi was praying. She took sindoor frm there & threw it on Mugdha. Suddenly she made the strange sound & became unconscious.

Antara :- Kya hai ye..? Kya hua .?

Ramesh sir :- undar chalo batate hai.

Nisha & sid took Mugdha inside. Khushi was crying. Antara calmed her down. She fell asleep.

After going inside Ramesh & Nisha told Antara everything.
She was speechless.

Antara :- Mujhe pata tha.. Mohit ab ye sab chodke wapis nai aayega. Tum log janana chahte ho na ki main kisike contact main kyu nai thi..? Yahi answer hai. Khushi Mohit ka khoon hai. Black Magic uske khoon main hai. Aur main nai chahti thi ki wo iss sabme phase. Main nai chahti thi ki kisi bhi tarike se wo Mohit ke contact main aaye. Maine use bhagwan pe shraddha rakhna sikhaya hai. Par main nai chahti ki uske blood characteristics mere sikh pe haavi ho. Isiliye maine use Mohit se door rakha. Pata hai in che salo main aisa bahot baar hua ki main bas sab kuch chod ke Mohit ke paas ana chahti thi. Par maine Khushi ke liye aisa nai kiya. Ab wo apne aap ko importance dene ke liye kisiko maar bhi sakta hai.. Ab to main bilkul bhi Khushi ko usse attach nai hone doongi.  Abhi jab main khidki se dekh rahi thi un dono ko.. Tab bhi mujhe laga ki bahar jake Mohit ko gale laga loon.. Par nai.. Aisa nai kiya maine wahi sahi tha..

She looked towards Mugdha. She caressed her hairs.

Antara :- Kitni pyaari hai ye.. Kyu Mohit iski life barbaad karna chahta hai..? 

Nisha :- Antara tum sahi ho.. Par hame abhi tumhari aur Khushi ki bahot jaroorat hai. Khushi Mohit ki beti hai. Wo usse iss sab se bahar la sakti hai. Plz In sab baccho ke jindagi ka sawal hai.

She looked towards Mugdha & Siddharth.

Antara :- Kya tum log Mohit ko bata doge ki ye uski beti hai..?

Ramesh sir :- Tum batana chahti ho to bata do...

Antara :- nai.. Mujh main himmat nai hai. Maine che saalo tak usse baat chupayi. Uska haq tha Khushi ke baare main janane ka.. Par maine nai bataya..

Ramesh sir :- Hum use ye batayenge.. Par abhi nai.. Waqt aane par.

Antara :- Thik hai. Par mujhe un charo se milna hai jinhe Mohit maarna chahta hai.. Dekhoo to kya hai aisa unme ki Mohit unhe maarne pe tula hua hai..

Ramesh sir :- ye dono to hai.. Aur dono hai.. Sumedh aur Vedanti.

Mugdha's Phone rang. Sumedh was calling her. Sid picked up the phone.

Ramesh sir :- speaker pe rakho.

Sumedh :- Moo..! Kaha ho tum..? Yaha main beach pe akela hoon. Beach akele enjoy karne ki jagah hai kya..?

Siddharth started laughing. Rest three also laughed.

Siddharth :- Sumedh.. Chup hoja. Teri Moo ko chakkar aa gya tha. Isliye main use ek ghar main leke aaya hoon. Wahi ghar uss bacchi ka.. Aa jao yaha.. Vedanti ko bhi leke aana..  Aya bada beach pe enjoy karne wala.. Party ka Yuvraaj...

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now