Part 71

596 63 20
                                    

many people suggested me to change face of Aarushi. So here is  the face which suits Namish best. Tejaswi prakash wayangankar as Aarushi Tiwari. 😊😊

Aarushi was seating in balcony of Namish's house. Cool breeze of november month was flowing. Namish came there. He looked towards her.

Namish :- Aarushi..? Yaha kyu baithi ho..? Thand lag jayegi..

She didn't replied. Namish went in & came back with a blanket. He took that blanket on his shoulder & also clad her in it. She came in reality.

Namish :- Thand se bachne ka sabse acchha ilaj..

Aarushi smiled.

Aarushi :- Namish sudhroge nai tumm..

He brushed his nose on her round cheeks.

Namish :- Bilkul nai sudhrunga..
Yeh lo.. Dusra ilaj..

He handed her a cup of hot chocolate.

Aarushi :- thanks.

Namish :- waise itna kya soch rahi thi..?

Aarushi :- Namish.. Actually..

Namish smiled & cocked his eyebrows.

Aarushi :- kya hua.. Aise kyu dekh rahe ho..?

Namish :- nai..Tum mera naam itne cutely leti ho ki main baar baar apne parents ko thank u bolta hoon.. Namiiisshhh..

He did her mimicry. Aarushi blushed & hid her face into blanket.

Aarushi :- kuch bhi.. 😳😳

Namish laughed.

Namish :- acchha batao.. Kya bol rahi thi..?

Aarushi :- main chahti hoon ki hum sab ko saath main bithake aagey ka plan discuss kare.. U knw aagey kya karna hai.. Sabko pata hona chahiye..

Namish :- hmm.. Sahi kaha.. Yahi bula lete hai sab ko.. Koi disturb nai karega..

Aarushi :- par wo atma.. Pichli baar mantra se door rakhne ki koshish ki thi maine.. Par wo bahot shaktishaali hai..

Namish :- uss waqt tumne akeli ne kiya tha.. iss baar hum dono saath main karenge.. Koi bhi negativity paar nai kar payegi humne banayi hui rekha ko.. Pata hai kyu..? Kyo ki hamare paas pyaar ki most positive power hai.. Jise humse koi nai chin sakta..

Aarushi smiled. Namish left the blanket & rested his head on her lap. She started caressing his hairs.

Namish :- Aarushi.. Kya tumhare bhaiyya manengi ki main tum logoki help karna chahta hoon..?

Aarushi :- maan jayenge.. Wo tumhe jante hai Namish.. Aur pata hai wo na psychology main double degree holder hai.. Yuh pehchaan jate hai ki logoki mind main Kya chal raha hai.. Don't worry.

Namish pulled her cheeks. She chuckled on his lovey action.

Namish :- aisahi ho..

Aarushi :- Namish.. Bhook lagi hai mujhe... Chalo kuch khate hai..

Namish :- ok.. Main poora ka poora tayyar hoon.. Tum kha sakti ho mujhe..

Aarushi's face turned red & pink.

Aarushi :- Ishh Namish . bahot bakwaas karte ho tum..  

They went in kitchen.

Namish :- beware.. Mere ghar main koi women nai hai to kitchen ki haalat kharab ho sakti hai..

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now