part 37

480 51 14
                                    

Mairaaaaa?(Main kitchen main thi mujy uzair ny awaz GI)
Geee??
Ye kuch hamraa samaan aya hai ..Main ander rahk raha hoon
Main ny Gee main shar hilyaa
And thanku uzair apny mujy mama sy BT krwayee
Uzair:Thanku kun mera haq tha
4:00pm
Khanny main kiya hai ?(Uzair ny mujy sy pochaa)
Apko pata mujy kuch banna Ni ata(Sharmimda nikhao sy dakha )
Uzair:Hahaha Acha chaloo hum bhair chaly khany ky liye (Ak umeed bhari nazaro Dy )
Me:Ni mera mood ni hai ap ghar py mangwa lyen (serious andaz sy )
Uzair Gee kah kr phone On kr ky chaly gaye
Mujy pata hai ky main Galt kr rahe hoon lkn muj sy ni hota ye sub ..

Ak Month bd

Waoo kitni pyari lag rahe ho

¡Ay! Esta imagen no sigue nuestras pautas de contenido. Para continuar la publicación, intente quitarla o subir otra.


Waoo kitni pyari lag rahe ho ..(Taha ky ye alfaz mery mind main aye aur mery ankho sy anso nikl aye )
Tum abhe b taha ky bary main soch rahe (Uzair ki awaz sy main apny khyalo sy bhair aye)
Me:Ni Wo bus papa yad a gaye thy
Uzair:Jhoot tumhy jb bolna ni ata tu kun bolti ho mery samny bethy hue kaha
Main janti hoon Ky uzair ko acha ni lagta hoga ky main ab unki wife ho ky kesi dosry marad ky bary main sochon ?(Apny dil main socha )

Uzair:Tumhy kiya muj sy koi shakyat hai ?
Me:Matlb ?
Uzair:Kun usky bary main sochti ho jisny tumhy itna hurt kiya jis ki wajah sy tumhry papa ni hai ab ,Kun tum ...(Yeh kah kr rok gaye )
Me:Uzair boly main sun rahe hoon ?Ap muj sy kiya chahty hain ?
Uzair:Ak normal life Kiya hum apni new zindagi ni shuru kr sakty ,sub kuch kiya tum ni bhol sakti ,Kesi aur ky liye ni tu Kam az kam mery liye (Unky ankho main anso a gaye )
Maira i love you (ye kah kr mery galy lag gaye )
Mujy aj pata chala ky wo kitna pyar krty hain aur main stupid jo kesi aur ki wajah sy unhy hurt kr rahe thi ..
Me:Uzair Main apsy wada krti hon ky Ab main aysa kuch ni krun gi jis ki wajah sy ap hurt ho suchi (ankho main anso aur smile krty hue kaha )
Uzair :Choro sub sham ho rahe aur upir sy sardi b zayda (mery ansoo saaf krty hue kaha )

.

.

.

Bus Teri Zarort (Completed)Donde viven las historias. Descúbrelo ahora