Ru-Papa.. Vaha koi h..!!
R-Aacha ok chalo..!! Ruhi yaha toh koi nai hai..!!
Ru-Hai Papa..!! Chaliye..!!
R-Areee kaha h koi..!
Ruhi takes everyone inside n locks d door from inside..!
Ro-Areee Roo... Aap Hume yaha q laaye ho? Aur door lock q kia?
Ru-Ishimaa.. Dadi.. Paati.. Mihika chiiti.. Vandu chitti.. Sareeka chachi..Ye lo aa Gaye sab..!!
R-Ruhi iska mutlub aapka ye plan tha?
Ru-Obviously Papa.. Shaam ko aapne mehendi mai Jo kia uski punishment h..!
R-Ruhi.. Aap papa ko akela chod doge..!! (Sadly)
Ru-(innocently) No Papa..!!
I-No Ruhi aap papa k baato mai nai aaoge.. Kya Raman aap b ek bachii ko emotionally blackmail kar rahe ho.!
Ru-Ishimaa..
I-Ruhi.. Aap papa k side ho ya Ishimaa k?
Ru-Mai kissik b side nai hoon.. Mai neutral hoon..! Aaplog toh yuhi zagadte rahoge.. Mai toh chali..!
R-Ishita.. Aise kaise tu ek choti si bachi ko humdono mai se kissi ek ko chose karne ko keh sakti h..?
I-Raman.. Aap muje na sikhaye vo hi aapke liye behtar hoga.! Sareeka.. Amma.. Sab bolo inn logo ko kya punishment Deni h?
Sa-Bhabhi.. Ye saare boys na kal raat ko 8 baje tak ghar sambhalege phir inhe b jaana hoga na bachelor party mai..!
I-Wow Sareeka.. What an idea..!!
Ro-(slowly) Ye Sareeka ko b pata nai kya problem h..!
Sa-Romi.. Kuch kaha tumne?
Ro-N..N..Nai toh.. Maine kuch nai kaha.!
NEXT DAY
Sa-Raman bhai.. Zara adrak daalke muje kadak chai banake dona..!
R-(does her acting) Chai banake dona.!
Sa-Aapne kuch kaha kya Raman bhai?
R-N.. N.. Nai toh.. (Angrily)
Raman serves a cup of tea to Sareeka..!
Sa-Wow.. Chai aachi h.. Par agar iske saath koi nashta hota toh mazza hi aa jaata..!
Mrs.B-Sachi Sareeka.. Bhalla ji menu zara 2-3 biscuit dona..!
Mr.B gives biscuit to Mrs.B n goes away angrily..!
Sa-Mummy ji aaj toh mazza hi aa jaaegi.. Khana banane ka koi tension hi nai..!
I-Wow.. Raman.. Mast lag rahe ho kaam karte waqt (laughs)
Ru-Ye sab kya ho raha h?
Mrs.I-Kanna.. Ye sab hamare liye kaam kar rahe h..!
R-Ruhi.. Dekho na humse kitna kaam karva rahe h (hugs her)
Ru-Papa.. Aap sad mat ho mai aa gai hoona..!
I-Ruhi..!
Ru-Ishimaa no Ruhi.. Ruhi.. Vandu chitti.. Dadi.. Paati.. Sareeka chachi n especially Ishimaa koi apne husband se iss tarah kaam karvata h
YOU ARE READING
love triangle Season 2
Fiksi PenggemarR~ RÃMAÑ 👨🎩💼👟👞👕👔👓👤💎👣 I~ IŚHITÅ👩👄👑👙💅👛👗💍💌 RU~ RŪHÌ 👸👛👗👒👡👠💄🌂 S~ SHĀGUŃ 😬😬😬😬😬😬😬😬😬😬 A-adi M-mhir Mi-mikha Ak-ashok All as yhm same charter
