Gustakh Dill

131 18 46
                                        

Asalamlikum, Hey ,hola
Everyone
Enjoy the chap and I'm sorry for not updating but I was busy

================================

Noor-ul-huda pov:

Kehtha ha waqt ke eik ache baat ha ya jese be hotha ha guzar jatha ha magar kabhi kabhi log ya bathana bhol jatha ha ka kabhi kabhi waqt bikul rok jatha ha

Eik sec kabhi kabhi 100 saal ka barabar lagtha ha or meri zindagi ma be waqt rok sa gaya ha

Agar zindagi ma sukon hotha to ma is baat ko apni khushnasebi samaj lathi magar ab to na he zindagi ma sukon ha or na he khushi

Wo noori kahe kho gaya ha mujh sa jo har waqt hasthi thi jo apna maa baap ke jaan thi

Wajdan or meri shadi ko 3 week ho gaya ha magar in 3 week ma eik baat us na subha sham or raat mujh par saaf saaf zahir kar de ha ka wo muja kabhi be apni biwi ka roop ma qabool nai kara ga

Or eik ma hon jo har roz is umeed ma lagi rehthi hon ka aj wo mujh sa acha sa baat kar la ga magar hum larkiya waqi ma pagal hothi ha humay lagtha ha hum jese bachpan sa soch tha ka koi aya ga or humay la jaya ga magar asal zindagi ma asa kaha hotha ha

Humay aqal tab athi ha jab zindagi humay eik zor ka tapar Mar kar apna chehra dikathi ha or phir humara pass Rona ka or sabar karna ka elwa kuch nai hotha ha

Aj ke subha mere liya eik nae subha ha q ka aj sa ma phir college jana start karon ge and according to Mr wajdan ka ma jaha phehla parhthi thi wo college mere kabil nai ha so ab sa ma eik nae college ma jaon ge jo Un ka shayan-e-shan ho ga

Ma tayar ho kar apna room sa jese he nikli kese sa takra gaye .

Ma na jese he sorry bolna ka liya mo kola samna wala insan na us sa phehla he apni baat start kar de 

Miss are you blindDakh kar nai chalthi ho tum ?

Haww ab ya Kya baat hwe bala jese dako is ghar ma muja sunatha ha and ya janab ha kon ?

I'm sorry ma na Ap ko daka nai and Ap ha kon?

You should be sorry and tum Kya yaha phehli baar aye ho jo mujh sa poch rahe ho ka ma kon hon ?

Daka ab Ap badtamezi kar raha ha and is baat ka Kya matalb hwa ?

Hahahaha abhi Ap na meri badtamezi daki kaha ha or ma ahzaar hon wajdan bhai mere bhai ka dost ha ab Ap kon ha ya batha dain?

Ya Allah ya kis badtamezi ke baat kar raha ha (noori eik baat note kar la is larka sa dhoor rehna ha tumha jintha ho saktha ha intha dhoor)

A Replacement (ON HOLD)Where stories live. Discover now