Bahas (argument)

124 13 57
                                        

Asalamlikum everyone
Hope you all are fine 😊

************************************

Wajdan pov:

Subha Noor or ahzaar ka jana ka baad ma be office ka liya nikal gaya aj wasa be office ma bohat kam tha so muja eik min be araam karna ko nai milla wasa insan be ajeeb hotha ha sari zindagi kamatha ha magar jab life enjoy karna ka waqt atha ha to zindagi sath chor dathi ha hum apna sukon araam sub barbad kar datha ha magar akhir ma humara pass khud ka liya be time nai hotha ha

Jab sa laiba meri zindagi ma aye thi Ma eik reboot ban gaya tha har pal bus us ko khush kartha rehtha tha ma jasa wo meri puri Kainat thi or wo thi be ya phir muja lagtha tha magar kehtha ha na hum jis ko jinthi importance datha ha at the end of the day wahe log humay asa zakham datha ha jo nasor ban jatha ha jin ko na he dikaya ja saktha ha na he chupaya ja saktha ha bus us zakham sa har pal dard uth tha rehtha ha .

Agar kabhi muja koi boltha ka wajdan tumha eik din laiba chor kar chali jaya ge or tum eik ase larki ka sath zindagi guzaro ga jo tumha eik ankh be nai bathi ha to muja zaroor wo insan pagal lagtha q ka ma na kabhi nhi socha tha ka ma jis sa ishq kartha hon wo muja eik doka da jaya ge or ma eik unchaha ristha ma band ho jaon ga .

Magar zindagi jab dathi ha to joli baar kar dathi ha magar jab lana par a jathi  ha to phir koi lehaz nhi karthi ha mere sath be kuch asa he to hwa ha meri qesmat ma eik ase larki likh de gaye ha jis sa ma kabhi be apna nhi sakon ga magar wo pagal larki ya baat samjana he nai chahthi ha .

Ma in he socha ma tha ka aneeb mere office  ma a gaya bina knock Kiya hwa mere office ma koi be shaks bina knock ka nai atha ha sewaya aneeb or ahzaar ka .

Wajdan sun plzz gussa mat hona but eik problem ho gaya ha

Ab Kya ho gaya aneeb tu jab be atha ha buri news ka sath he q atha ha chal ab bol be da ?

Tu chup ho ga to bolon ga na or ma kabhi be buri khabar nai latha hon and baat ya ha ka ahzaar ko kahe jana tha so wo noori ko drop nai kar saktha ha ghar abhi call aye ha muja us ke

So is ma problem Kya ha tu chala ja us ko plzzz pick kar la cutti be kab he ho gaye ha wo daar rahe ho ge tu jantha to ha na us ko

Sorry ma chala jatha wajdan but muja abhi mama ko doc ka pass la jana ha aj Un ka check up ha so tujha he jana jo ga noori ko college sa pick karna ka liya .

Ufff bus ab ya kam karna reh gaya  tha and is ahzaar ko asa kon sa kam tha to ya Noor ko ghar chor nhi saktha tha ?

Pata nai khair tu nikal wasa be bohat late ho gaya ha chal jao.

Office sa nikal kar ma sida college chala gaya humara office or Noor ka college ka beace ma 10 min ka rastha tha sukar ha warna us pagal na Rona start kar diya ho ga ab tak .😊

A Replacement (ON HOLD)Where stories live. Discover now