Asalam O Aalikum
So Ramadan kese chal raha ha or Ap log jo is story ko ignore kar raha ha toh ma batha rahe hon bohat bura kar raha ha you're missing some good stuff here 😉 and yeah I'm sorry is chap ma Tora sa asa part ha jo as a Muslims hum logo ko promote nai karna chaheya but plzzz dont mind it bus chap ke zarorat thi is liya ma na add kiya
Enjoy chap
************************************
NOOR-UL-HUDA POV:
Bachpan ma meri ama na muja eik baar kaha tha ka Noor insan ka sara zehar us ka zuban ma hotha ha jaha kahe tumha kese ko dukh dana hotha ha to bus is ka do lafz he kafi ha aj samaj ma aya ka wo theek bolthi thi ya zuban bohat buri cheez ha sub kuch wapas a saktha ha magar is sa nikala wala lafz wapas nai a saktha ha is sa hum kese ka dill jeet be saktha ha or zakhami be aqal mand insan wo ha jo is ka sahe waqt par istemal karna jantha ho or aj ma na jana ka ma Un logo ma sa hargiz be nai hon q ka aj muja mera lafzo ka pata lag gaya kese ma na aj wajdan ko Kya kuch nai bol diya
Or wasa be Asal insan ka pata tab lagtha ha jab wo gussa ma kese logo ko treat kartha ha kese lafz us ka zuban sa adaa hotha ha Kya soch raha hon ga wajdan mere bara ma
Ma na to aunty sa promise Kiya tha ka wajdan ko phir sa wahe wajdan bana don ge jo pyaar karna jantha tha magar ma to us ko or bura bana rahe hon bus ab or nai ab ma us sa asa baat nai karon ge us ko ehsas dilon ge ka wo ab be wahe wajdan ban saktha ha .
Ma room ma bathi ya sub soch rahe thi jab louch ka darwaza roz sa khol gaya ma jaldi sa room sa bahir baghi magar meri ankho na jo dakha wo kuch acha nai tha .
Wajdan na sharab pe raki thi or wo gussa sa larkara tha hwa mere pass a raha tha or mere daar ma or izapa ho raha tha ma na kabhi be kese ko is haal ma nhi dakha tha or sub sa buri baat ya thi ka aj ghar par koi nhi tha mama be apni bathi ka sath bahir gaye thi or baki log be nai tha
Ya Allah ab Kya ho ga ma ya soch rahe thi jab wajdan na zor sa mere bazo pakra or muja apna sath gasthi la ja raha tha .
Wajdan choro muja ya ap kya kar raha ho you're hurting me
mere bath sun us na zor sa muja Dewar ka sath laga diya or mere sar ma dard ke eik des uthi magar yaha kis ko fikar thi
Noor tumha q dard ho raha ha huh? Tum na to kese ko nai koya ha tumhara to dill nai thotha ha tum to khush ho na phir kese dard huh mujh sa pocho dard Kya hotha ha jab Ap ka koi bohat apna ap ka chor kar chala jatha ha tab dard hotha ha dill kartha ha duniya ko he aag laga la insan
Wajdan bega lehja ma bol raha tha or sahe be bol raha tha magar haram mohabbat ka yahe anjam hotha ha jab Allah na humay batha diya ha ka humara liya humara peda hona sa bohat phehla humara humsafar chon liya gaya toh phir hum logo ko be sabar karna chaheaya .
Wajdan ma janthi hon Ap par Kya guzar rahe ha magar ya koi be tareka nhi ha is sa dard kam nhi hotha ha balka gunna miltha ha Ap q sub bhol gaya ha?
Ma kuch nhi bhola hon Noor magar dakho na yaar tumhara khuda na Kya kiya kiya mere sath mujh as mere pyaar chean liya asa koi kartha ha kya ?
Kya pata is ma ap ka liya kych achiye thi hum insan nhi sanaj saktha ha us Zaat ka faslo ko humay bus sabar or sukar karna ha
YOU ARE READING
A Replacement (ON HOLD)
SpiritueelWe all replace something or someone in our life because it's a human nature but muja nai pata tha ka ma be eik din kisi ke jaga lon ge........ I'll be also call a replacement.......... The person I love so much will hate me ..... You're nothing but...
