chapter 1: Siyyah pehlo

27 0 0
                                    

Mein aik chootey se ya ziyada khaas tor par Karachi ke aik parochial town mein peda howa tha, yeh shehar chhota tha lekin is mein kaii hazaar yaden muqeem theen. Is shehar ki kaii siah sides hain jin mein say ek men hon. Mein aik pandrah saal ka larka ho aur mein ne esen cheezon ka tajurbah kya woh bhi kam umri men jo meri soch se balatar thin aur ab meri zindagi kalay rang ki tarah siyah hogayi hai lekin mein mohabbat or koshi ki roshni say apnay andar phasay hoay is andharay par qabo pa sakta hon, lekin bad qismati se meri zindagi ruk gayi hai ek esay station par jo meri train ko pur kar raha hay with the reason of why that happened kay aisa kyun huwa?

معصومیتWhere stories live. Discover now