Kuj gumsum si rhne lagi hai vo aajkal,
apne aap se hi batein karne lagi hai voh aajkalShayad vo bdi hone lgi hai ,
Shayad uski soch usse swabhiman ka sahi matlab sikhane lagi hai aajkalHan andhera thoda jyada pasand aane laga hai usse aajkal,
haan chuppi se Pyar Karne ka matlab samajh aane laga hai use aajkalShayad vo bdi hone lagi hai,
Shayad uski soch usse samaj ka mohra hone aur apni ek pehchan hone ke beech ka antar samjhane lagi hai aajkalKe haan, Shayad voh bdi hone Lage hai aajkal.
*******
आप पढ़ रहे हैं
Mere Alfaaz
PoetryMere alfaaz meri pehchan hai , kabhi in alfaazo ko nazar andaaz na krna mere ehsaas mere khaas hai, kbhi us ehsaas se khilvad na krna. (The lines doesn't belong to me solely. I read them somewhere on Google and modified it in my way as it was apt fo...