Diwali ke diyo si hai teri hasi,
jab hasse toh sara mahaul jagmaga uthata haiHoli ke rangon sa hai tera kirdar,
parat dar parat har rang ki tarah kuj naya hi raaz khulta haiLori ki tapti aag si hai tu,
kisi ke liye Bam ka gola
toh kisi ke liye sardi mein pyari Sek haiAgar sardi ke mausam si kadak hai,
toh apno ke sath barish ki bundo si rahat haiHar mausam ka ek rang hai tujh mein,
isi kudrat ki tarah teri shaksiyat bhi marm hi hai.*******
आप पढ़ रहे हैं
Mere Alfaaz
PoetryMere alfaaz meri pehchan hai , kabhi in alfaazo ko nazar andaaz na krna mere ehsaas mere khaas hai, kbhi us ehsaas se khilvad na krna. (The lines doesn't belong to me solely. I read them somewhere on Google and modified it in my way as it was apt fo...