Chapter Two: Laut Aao

52 2 0
                                    

Chapter Two-
Come Back- {Laut Aao}
______________________________________

"Kaha Hon Kaha Nahi
Kal Main Ho Aj Mein Nahi"-
Self written

"Kaha Hon Kaha Nahi Kal Main Ho Aj Mein Nahi"-Self written

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

______________________________________

U.K, London

Garhi ka dash board par waqt 4:55 am likha huwa arha tha jab Sara na garhi apartment ke parking area mein lagaye thi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Garhi ka dash board par waqt 4:55 am likha huwa arha tha jab Sara na garhi apartment ke parking area mein lagaye thi. Wo kch dair yuh he garhi mein bethi rahi. Bhaagte,thaakati zindagi main do pal ruk kar sans lena chahti thi.

Usski ankhein neend ke kaami ke waja se behal thi,Bhikrey baal dheeley jhorey mein bandhey huwa thai aur sar tha jo kam ke stress ke waja sa dard se phatta ja raha tha. Uss na garhi ka glove box khul kar uss main se first aid box nikla tha jaise main iss tarah ka emergency ke liye sare dawaiya rakhi gayi thi. Safeed, laal, aur neeley rang ke ik ik goli uss na haath par nikal ley the aur ik saath he sab pani ka saath nigal gayi.

Pani ka thermos uss na cup holder main rakha aur first aid box ko wapas rakhne ke ki liye glove box khula tu uss main koi bhaari se chez aa girr thi. Sara na pehley daba wapas rakh kar ussey band kiya taaki baaki chezein na girrey phir jhuk kar uss chez ko utha kar dekha toh wo neeley rang ka kitab the. Jis par bare surmai alafoz se likha tha 'Bachpan ka Yaadien' by Ibrahim Khan'

{Flashback}

"Bhuth he boriyat ho rahi hai yaar! Kch Karo!"

"Bore tum ho aur saza mujhey mile? Bhai wah!"

"Array yaar ab zyda senti na bano! Boriyat bhagaao!"

"Kya karo nacho?"
Uss na mazak mein kaha tha

"Yeh sahe rehaga. Chalo shuru hojao!" Wo taali bajati,purjosh hoti boli thi

All The Promises Of LifeWhere stories live. Discover now