______________________________________
Woh jo hum mein’ tum mein’ qaraar tha, tumhein’ yaad ho ke na yaad ho-
Wahi yaani waada nibaah ka, tumhein’ yaad ho ke na yaad ho
___________________________________
Khan haveli main raat ka waqt kch alag he jhilphal mache rehte the. Uss ghar ik reet the,usloon tha ka bhalee subha ka nashta ya doober ka khana kise musrofiyat ya schedule ka waja se agar saath betha kar nahi khaya jata tu koi baat nahi. Albata raat ka khana sab ko mil batt kar ik he waqt ik saath khaney ki taqeed ke gaye thi. Unke Dada yani Atta Muhammad Khan ik usloon pasand admi tha. Wo waqt ka pabaat tha. unhey na tu waqt se pehley koi chez karne pass the na he dair se. Iss liye pure aath baaji khana maiz par sajaya jata tha, na ik minute pehley na ik minute bad. Aur jo insan waqt par nahi ata, ussey pure raat bhooka sona pareta. Aese he ausulon ke dhoop aur mohabbat ka chahon main paley bare tha,iss ghar ka bache. Yeh ghaar sirf safeed aethon se nahi balke mohabatien rishton se kayam tha.Aur iss he ghar ka usloon ko kayam rakhte huwa hasbe mamol uss roz sab raat ka khaane ka liye maiz par jama huwa thai. Khane ka saath saath zubaan par guftugo ka zayaka bh alag maza ghulta tha.
Ghar ka do bare beta Murtaza aur Ahmed in dono ka baaton ka safar market stock se shuru hota aur shares stock par ja khatam hota tha.
Irtaza ka dhyan khaane par kam mobile par zyada hota tha.
Dada jan ghar ka bare tha. iss liye wo maiz ka bichon bich betha'ta usske daiyan taraf Sara beth'ti thi aur bian taraf Ibrahim. Wo dono he apne Dada Jan ka ladle thai. Unka kehna tha ka: jaise mere do beta mere do baazon hai hai waise unke ulaad Sara aur Ibrahim mere ankhon ka sitare hai.
Aur undono ko bhi apne Dada Jan se itne he mohabbat thi. jitne ke unhey inn sey the.
Sara unhey humesha apne school main ke gaye sharartein bata'tey aur Ibrahim ussey waha se nikal ka kissey.
Dada Jan un dono ka baatien bare mazey se sun kar aksar lutuf andoz hota tha. Kabhi sharart par hanstey tu kabhi galti par koi sabaq de kar samjhtey.
Aur wo sabaq istarah unke zehn nishen ho jata ki wo bhool kar bhi doobra wapas wo galti nahi karte thai.
Jaha maiz par marketing ya school ka kissey sunaye deta waha ghar ke aurtien apna roz mahira ka dukh baat,ti, jaise Shehnaz Murtaza ghar lo masley sunate, Zahira school ka masley,masahil aur Aliya jo ka Shehnaz aur Zahir ka bad ghar ka choti bahon thi. woh apne bewa maa ki ikluti aulad thi jo ghar ka saath apne maa ka boutique ka karobar main bh haath baatt,ati the.
Jaha Khan Vela ka mard karobari dunia ka badshah tha. waha iss ghar ka aurtien bh dunia se kadam se kadam milkar chalte the. Chahey wo ghar ke zimedari ho ya school ka sarbharye ya phir karbor.
"Ishaq Karachi se kab arha hai?" Ahmed na khaane ka duram samne betha Murtaza se pocha tha.
Ishaq Murtaza ka bara beta tha jo aksar karobare sisley mulk se ya shehr sa bahr rehta tha. Karachi main kayam gaye KHAN textile company ka sara kam Ishaq na apne zame ley liya tha. Iss kam ka waja se wo Islamabad kam Karachi zyda hote tha.
YOU ARE READING
All The Promises Of Life
Romance"Waada karo ki tum humesha mere saath rahogi." "Humesha saath rahna ka waada toh nahi kar sakti magar humesha saath nibhane ka waada zaror karti hon." "Promise?" "Promise. _________________________________________ "I hate you Arhaam!" Sara na jane...