Love is in the air part-8

180 4 1
                                    

both Noor and Taaz were shocked. Raziya told them everything about Shayra and Azaan.

Taaz - Azaan aur Shayra ki jodi acchi rahegi Ammi. Shayra bohot samajhdar hain. Taaz Noor ko dekhta hai. Noor ko gussa ata hain!

Noor - Aapka matlab mein Nasamajh hoon ?

Taaz - Nahi, sref Nasamajh nahi bewakoof bhi ho!

Noor - BadiAmmi!

Raziya - chup ho jaiye!

Noor giggled.

Noor - Suna ?

Raziya - Aap donoko bol rahe hai! baccho k tarah ladna baand kijiye!
Noor, jaiye Meenu ko aur ghar k baaki saabko bula k laiye!

Noor - Jee badiammi!

Noor chalijati hai. Raziya Taaz k taraf dekhta hain...

Taaz - kya ?

Raziya - Aaap ko nahi lagta aap Noor k samne atey hi badal jate hain ?

Taaz - Nahi toh !

Raziya - Aisa kya ? Ruko!

Raziya Taaz k kaan dubara marorti hain.

Taaz - Ammi! aap baar baar humara kan kyun pakarte hain ?

Raziya - kyunki humarey betey humein saach nahi bata raha hain issliye!

Taaz - Sach! kesa sach ?

Raziya - Noor ko leke aapke maanme kya chal raha hain?

Taaz - kuchbhi nahi! sach! aab toh choriye!!!

Raziya Taaz k kaan chor detey hai. ussi wakt Ghar k baaki member including Shayra aur Azaan room mein aatey hai.
Raziya Shayra aur Azaan ka haath pakar ke apne pass bithatey hai.

Raziya - Shayra-Azaan, humne kuch socha hai aap dono k baare mein. parr soch ko hakikat mein badalnese pehle hum aap dono k raye janna chahte hain.

Shayra - keisa Raye, BadiAmmi?

Azaan- Haan Ammi boliye, kya janna chahti hain aap ?

Raziya - Humne aap dono ki shaadi taye karli!

Raziya ko apni aur Azaan k Shaadi k bare mein bolte hue sun Shayra sharma jati hai. woh blush karne lagti hai, but Azaan ka koyi khas reaction nahi hota. woh bas ek normal si smile pass karti hain.

Noor - Shayra Sharmana baand kar Okey!

Taaz - Woh tumhari tarah besharam thodi hai !!! -_-

Aylaan - Hayee! Shayra se abh tum meri Shayrabhabi bann gayi!! Congrats AzaanBhai!

Azaan - Thanks bro :)

Taaz, Azaan aur Shayra donoko hugg karta hai.

Taaz - Dua karti hoon k tum dono k zindegi mein humesha khushali aur ronak chai rahe! congratulation!

Azaan - Shayra- Thank you! :)

Saabh khush ho jatey hai. Achanak Suraiya bolti hai!

Suraiya - Ye nikah nahi ho sakta!

Raziya - Kyun ?

Suraiya - Kyunki Abhi taak TaazSahab kunware hai na issliye! Log kya bolenge ? bade bhai se pehley chotey bhai ka Nikah! Jhoot bolu toh kauwa khau! sharm se humari toh naak hi kat jayegi!

Taaz - Kya bakwas hai! humara nikah bich mein keise agaya ? aur log kya bolenge usse humein koyi farak nahi padta. ye shaadi jarur hogi.

Asgar - Tumhein shayad koyi farak nahi padhta beta par humein padhta hain. kyunki beizzati toh humari hogi. log thu thu toh humpein karenge ! naak toh humari kategi!

Aylaan - Katne k liye "Naak" hona bhi toh chahiye na ? woh toh aap logon ne pehlehi katwali. sorry, Aap logo ne nahi Aapkey betey ne! yaad nahi hotel mein "Prostitutes" k saath… kher choriye!

Taaz - Aylaan… !

Raziya - Suraiya humne abhi sref Nikah taye kiya hain. Nikah hone mein abhi bhi wakt hain. I am sure, Taaz k liye bhi koyi ladki mil jayegi!

Suraiya aur Asgar chup ho jatey hain. Suraiya man hi maan kehta hai, Jee bhabijaan, Taaz k liye bhi zaroor miljayegi agar koyi razi hui toh!

Azaan- Ammi humara Saar dukhraha hain! kya hum kamre mein ja saaktey hain ?

Raziya - Achanak Saar dard ? saab thik hain na beta ?

Azaan - Haan Ammi. Saab kuch thik hain, hum baas room mein jana chahte hain. thodi derr sona hain.

Raziya - Haan thik hain…

Azaan jaldi room se nikal jaata hain. Noor ko Azaan ka rawaiya kuch thik nahi lagta ! woh bhi chupchap Azaan k pichey pichey jaata hai.…

Azaan's Room…

Azaan room mein ghuste hi bistar mein beithti hain. abhi abhi Raziya k Room mein jo kuch bhi hua woh usse yaad karti hain. usske aankho mein ansu ajata hain. woh chupchap bed se uthke drawer se ek taswir (photo) nikata hain. woh photo aur kisiki nahi Noor ki hain.

"Ye saab kya hogaya Noor, hum toh aapse pyaar karte hain. Hum shayra se keise nikah karsakte hain. humtoh aapke ilawa aur kisike bare mein soch bhi nahi saakte! I love you Noor! I Love you "

Azaan Noor ki photo ko kiss kartey hain. Udhar Noor subkuch dekh leti hain.

Noor - Azaan !

Azaan pichey murta hain. Noor ko dekh k woh shock ho jatey hain.

Azaan - Noor aap yahan kya kar rahe hain ?

Noor - Aap kya kar rahe hai ? aap bhul gaye, aap aur Shayra ka nikah hone wala hain…

Azaan - ( calmly ) Haan. Humein maloom hain. but hum usse nikah nahi karna chahte!

Noor - Kyun ?

Azaan - Woh aapko bhi maloom hain.

Noor - Par ye galat hain ?

Azaan - Galat ? kisise Pyaar karna galat hain ? Seriously ?

Noor - haan!

Azaan Tezise Noor ki taraf badhta hain. Woh Noor ko apne taraf khichta hain…

Azaan- I love you Noor!

Noor - But I don't !

Azaan do (2) second Noor ki taraf dekhti hain!
Achanak Azaan Noor ko kiss karne lagta hai…

( next part will uploading soon…)

Ps-I took a break from writing for a few days due to illness.But now, by the grace of God, I am well.So I am going back to writing again.So, from now on I will try to give daily updates.Thank You for waiting!
                                           - Aitri…

𝓑𝓪𝓱𝓾𝓑𝓮𝓰𝓾𝓶Where stories live. Discover now