Kabhi alfaaz bhul gaya hu to kabhi ehsaas bhul gya hu,Zindagi me tere ishq k siva main har Jazbaat bhul gya hu...
Woh kya nasha tha teri jaam-e-chashm me saqi...
Main Tujhme esa khoya ki apni hi zaat bhul gaya hu.
(Alfaaz =words)
(Zaat = ownself)
(Nasha = intoxication)
(Jaam-e-chashm = intoxicating eyes)
(Saqi= one who serve alcohol or any other intoxicating material)
(Jazbaat = emotions)_Naaz Jamal
(2O.O9.2O2O)=====================
YOU ARE READING
Dil Ki Qalam Se...
PoetryAaj dil main kuch kehne ki himmat aayi hai... Magar kuch kehne se pehle aap ki ijazat chahiye... Aata hi nahi hai mujhe hunar apni baat rakhne ka.. Ab kya kre Naaz, aakhir har hunar seekhne ke liye ek umar chahiye... _Naaz Jamal