Kartik hurts Naira

3.5K 167 8
                                    

Singhaniya House :

Keerti came into Naira's room. Naira was staring ceiling. No expression on her face. Keerti looked at her with a sad face. She knocked at the door. But Naira didn't look at her. So she came inside the room.

Keerti " Naira.. Kia hua kaha gum ho? "

Keerti sat beside her and shook her. Naira looked at her.

Keerti " Kia hua tum theek ho na? "

Naira hugged her tight and break down. Keerti hugged her back and console her.

Keerti " Relax. Sab thik ho jayega Naira. Pata hai kitna wait kiya tha is din ka finally tum theek ho gaye. Or plz aise rona band karo ab or kitna roo gi. Jis ke liye tum aise bilbila ke ro rahi ho na use to pata bhi nahi ho ga. "

Naira (sobbing) " Kyun? Akhir kyun nahi pata use bhabi. Mai 2 saal aise zinda lash ki tarha padi rahi or wo maze se apni life enjoy kar raha tha. Chalo maan liya ke enjoy nahi kar raha tha par use aik baar bhi mera khayal nahi aya.
Mai yaha aise laash ban kar padi thi or wo insaan kabhi mujhe dekhne nahi aya. Itni nafrat karta hai wo mujh se. "

She realised the hug and looked at Keerti.

" Bhabi kia use kabhi kabhi.. Uske dil mai ya phir use aise feeling nahi aye ke uski Naira kisi mushkil me hai. Kabhi to hua hi ho ga aisa mai maan hi nahi sakti ke usko kabhi meri yaad na aye ho. Wo bohat piyar karta hai mujh se mai janti hu. Jab mai use bataun gi na ke me coma mai thi to dekhna wo mujhe kaise apni bahoo mao samet le ga. Dekh lena ap sab aise hi usko itna daant rahe hain. Ho sakta hai ke use kisi ne kuch bataya hi na ho ap to janti hain ke use kitni fikar rehti hai meri choti choti baat pe kaise panic karta hai(laughs with teary eyes) mera mendak hai hi aisa wo bohat piyar karta hai apni sherni se. " said Naira.

Keerti " Aisa nahi hai Naira wo ab tumse piyar nahi karta shadi kar raha hai wo bohat jald. Maa aisa chahti hain or wo Maa ki kisi baat ko inkar nahi karta hum sab jante hain. "

That was enough for Naira. Like seriously his mendak his kartik is going to marry soon. Naira just frozen.

Naira (to herself) " Oh to ye baat hai tabhi to mai kahu usko meri yaad kyun nahi aye. Kaise ati yaad uski life me ab koi or aa chuki hai. Tumhare jaga kisi or ne le li or tumhare kartik ne wo jaga de bhi di. Lekin mujhe aik baar milna hai usse."

_________

After some days Naira went to Mall for Mansi and Anmol engagement. By chance kartik also came to the same Mall. They bumped into each other.

Both "Sorry."

They looked at each other. Kartik stared her for a while then started going but Naira speak from behind.

Naira " Kartik. Baat karni hai mujhe. "

Kartik stopped.

Kartik " kia baat karni hai haan? Kuch baqi bacha hai kya? "

Naira " pocho gay nahi ke doctor ne mujhe exert karne se kyun mana kara hai. "

Kartik remembered Naksh word's. But he was quite didn't say anything.

Naira " kyun kar rahe ho aisa. Kyun ignore kar rahe ho mujhe. "

Kartik " you know what Naira hum me se kisi ne nahi chaha tha ki papa... Papa hume chod kar chale jayen lekin phir bhi. Tumhe pata hai ye sab tumhare waja se hota hai tum kyun dosro ko itna dukh deti hu han tumhare waja se shubham chala gaya phir hum dono ka rishta tut gaya phir papa...
Or abhi or bhi pata nahi kya kya hoga. " he said angrily.

Naira " Ye sab chodo ye batao ke ab tumhara kia decision hai tumhe mai tumhare life me chahiye hu ya nahi. "

She was hurt but still wanted to confirm whether kartik loves her or not.

Kartik " tumhare ghar wale already decision le chuke hain. "

Naira " us se kia farak padta hai ye hamari life hai hamara rishta hai isliye decide bhi hum kare gay. Batao tumhara kya plan hai jo tum chaho gay wahi hoga. I swear koi tumhe force nahi karega. "

Kartik " tum kia chahti ho? "

Naira " pehle maine pocha tha isliye jawab do. "

Kartik " fine jo tumhare ghar wale chahte hain wahi hoga ab. "

He said and tears rolled down her cheek. She was hurt. She just wanted to die at this moment. Kartik stared her but he didn't wipe her tears and left behind a disheartened Naira.

__________

Vote and comment.



Kaira "Where Was My Fault?" (Completed) Where stories live. Discover now