Kartik was about to leave when Devyani again spoke.
Devyani : or han final hearing ke liye ready rehna jo ke 1 week ke baad hai.
Kartik became shocked.
Kartik : 1...week... pr... pr... Na... Naira... wo.
Devyani : uski fikar tum mat karo wo bilkul thik hai or use kuch yaad ho ya na lekin ye divorce ho kar hi rahega.
Kartik leaves.
----------------
After two days.
Singhaniya house
Everyone has gone somewhere but Naira came back to home as she was feeling low.
She directly went to her room.Scene shifts to Goenka house
Kartik's room.
Kartik (to Luv Kush) : han baat hui Keerti se kia kaha usne Naira wapis ghar chali gayi kia.
Luv : han wo wapis chali gaye.
Kartik hugged them happily.
Kartik : ye hui na baat bohat bhadiya. Chalo ab hum chale gay Singhaniya house. Tum dono ko mai tumhare friend kr ghar chod dunga raste me OK.
Luv/Kush : jee nahi hone bhi Naira bhabi se milna hai hum bhi chale gay sath.
Kartik : (rubbed his forehead) dekho wo abhi nahi janti tum dono ko balke mujhe bhi nahi (sadly) islye abhi tum dono nahi jaa sakte OK.
Luv : par bhaiya..
Kartik : par war kuch nahi tum dono ko sath islye le kar jaa raha hu taaki kisi ko shak na ho mujh pe OK ab chalo.
------------------
Kartik came to Singhaniya house. He parked his car and came inside.
Kartik : ye kia darwaza locked bhi nahi kiya madam ne kuch nahi ho sakta iska. He chuckled.
Naira was in kitchen. Kartik slowly came to hall looking here and there. Naira came out from the kitchen and looked at him.
Naira : ahh!! Kon ho tum?
Kartik looked at her.
Kartik : (softly) Naira.
Naira : (softly) Kartik.
Kartik : (happily) tumhe kaise pata... Mera matlab tumhe sab sab... yaad...
Naira : tum kartik ho bhabi ke bhai. Wo mujhe bhai ne bataya tha.
Kartik ran towards her and hugged her tightly.
Naira : ahh!! chodo mujhe saans lene do plz hatto yaha se itni zor se kon hug karta hai. She spoke with difficulty.
Kartik released the hug.
Kartik : sorry. Tum theek ho na.
Naira : han theek hu mai.
Kartik : (cups her face) are you sure I mean hum doctor ke pas chale agar tumhe abhi bhi saans lene mai problem hai.
Naira : nahi kaha na mai thik hu.
Kartik : OK..
Naira : tum baitho waha or kia lo gay chai coffee..
Kartik : coffee!
Naira : acha maine apne liye banai thi wahi pee lo.
Kartik : lekin tum..
Naira : (shouts) kaha na pee lo zehar nahi milaya maine.
Kartik gulps his saliva.
Kartik : o....oook.... OK..
Naira : hmm le kar ati hu mai baitho waha. (pointing to sofa)
Kartik nods and sat there. Naira brings his coffee. She also sit beside him.
Naira : han to kaha kaise aana hua?
Kartik : (sipping coffee) han?
Naira : maine poocha kaise aana hua? Kuch kaam tha kia bhabi se waise abhi yaha koi nahi hai!
Kartik : (smirk) acha koi nahi hai to phir😏....
Naira : to phir🤨??
Kartik : to phir moke ka faida uthaye? 😏🤗
Naira : 😤😠
Kartik : are mazak kar raha tha tum to bura hi maan gaye. 😁
Naira : niklo yaha se niklo abhi isi waqt.
Kartik : isme meri kia ghalti hai tumne khud hi to kaha tha ke is waqt ghar pe koi nahi hai.
Naira : (angrily) maine is liye kaha tha ke agar tum bhabi se milne aye ho to wo yaha nahi hain.ab niklo dafa ho jao nahi to mai call karke sabko bulaungi balke police or media ko bhi....
Kartik : bas bas calm down mai chala jaunga yar lekin ham aik kaam to kar sakte hain... Friendship kar le?? Chalo hath milao.
She looked at him suspiciously.
Naira : umm waise hum bhai behan bhi to ban sakte hain.
Kartik : Kiaa 😵🤪 nahi nahi mujhe tumse dosti hi nahi karni mai jaa raha hu bye. (to himself) nikal le kartik nikal le nahi to ye tujhe apna baap bhai dada Nanu sab kuch bana le gi.
He literally ran from there. Naira laughs at him.
.
.
.
.
Wait for next update....
![](https://img.wattpad.com/cover/251568247-288-k183740.jpg)
YOU ARE READING
Kaira "Where Was My Fault?" (Completed)
Short StoryBased on Kaira separation Started on : 17.12.2020 Completed on :22.04.2021