Kartik hugged her tightly she reciprocated equally. He kissed her hairs.
Kartik : (broke the hug and cupped her face) Naira.. Tum theek hona?
Naira : (confused) Han mujhe kia hona hai.
Kartik : Naira kaise baaten kar rahe ho cergery ke baad clot khatam ho gaya lekin iska matlab yeh toh nahi ke tum apna khayal rakhna hi chod do gi.
Naira : (smiles) Relax Kartik mai theek hu or mai apna khayal rakhti hu ghar pe sab hi bohat fikar karte hain meri.
Kartik : Chakkar toh nahi aate na ya phir uneasiness to nahi hoti na batao na. Mai aik kaam karta hu doctor se appointment le leta hu phir tum chalo gi mere sath.
Naira : Kartik nahi mai theek hu tum please tension nahi lo.. Mai ab chalti hu.
Naira was going but he held her hand.. She looked at him.
Kartik : Mat jao na please kuch der or ruk jao.
Naira : Bhai wait kar rahe ho gay.
Kartik : (teary) Please Naira..bas kuch der or mujhe baat karni hai.
Naira : (sighs) Fine.. Bolo kia baat karni hai ..she said sitting beside him.
Kartik : Naira mujhe ye divorce nahi chahiye please kaise bhi kar ke ye cancel kar dete hain.
Naira : (cupped his face) Mujhe bhi nahi chahiye.
Kartik : (smiles) Sach??
Naira : Han. Toh phir.
Kartik : Cancel kar dete hain.
Naira : But Kartik..
Kartik : Naira bass ye divorce nahi hoga or baki ki tension tum mat lo mai sabko dekh lunga.
Naira : Par Maa.
Kartik : Unko bhi mai mana lunga.
Naira : OK toh fir ab mai jaun..
Kartik was looking at her smilingly. He was lost in her.
Naira : Kartik jaaun mai?
Kartik : (still lost) Nahi .
Naira : Jaane do na Kartik.
Kartik : Jana zaruri hai kya!
Naira : Abhi jaane do baad mai dubara mile gay hum mai tumhe text kar dungi.
Kartik : Theek hai phir mai wait karunga tumhare message ka OK!
Naira : OK baba ab jaane do.
Kartik kisses her hand and forehead. Naira smiles.
Meanwhile Naira goes to her home..
<><><><><><>
Singhaniya house
Naira was in kitchen preparing dinner for everyone. Keerti came there.
Keerti : Naira bas bhi karo or kitna kuch banao gi tum thak jaao gi.
Naira : jee nahi aj aap mujhe nahi roke gi aj mai bohat khush hu or please mujhe karne de ye sab waise bhi kaafi time ke baad kitchen me aye hu.
Keerti : Kia hua aj itni khush kyun ho kia tumhara or Kartik ka patchup ho gaya.
Naira : (hugging her) yes bhabi ho gaya mai bohat khush hu.
Keerti : Wah kia baat hai...waise ab to patchup ho hi jaana chahiye tha waise bhi uss raat ke baad😏you know.. She teased her.

YOU ARE READING
Kaira "Where Was My Fault?" (Completed)
Short StoryBased on Kaira separation Started on : 17.12.2020 Completed on :22.04.2021