Naira came back to hotel. She directly went into her room. She was crying badly remembering her past.
Naira : (crying) kyun kartik kyun kiya tum to bohat daawe karte the mujh se muhabbat ke phir kia ho gaya jo mujhe khud se itna dur kar diya. Mai tumhe kabhi maaf nahi karungi kabhi nahi. (wiped her tears) bass Naira bohat ho gaya ye rona dhona ab or nahi bohat ro liya iss kartik ki yaad mai ab or nahi....bass ye aik month hai phir hum hamesha ke liye alag ho jaye gay..... A drop of tear escaped his
eyes."Tu Kia Jaane " by Sahir Ali Baggah plays in background.
Tu kia jaane tere bin jee na sake gay
Tu kia jaane tere bin jee na paaye gay
Tu kia jaane tere bin mar jaye gay
Tu kia jaane tere bin mar jaye gay
*****
Na ja Na ja re Na ja reMere dil kay sahare
Mujhe chor kay mooh mor kay
Tuhi mera apna re
Tujhko ye pata re
Nahi todte dil jod ke
*****
Tu kia jaane tere bin jee na sake gay
Tu kia jaane tere bin jee na paaye gay
Tu kia jaane tere bin mar jaye gay
Tu kia jaane tere bin mar jaye gay
*****
Flashback
A day before Mansi and Anmol's engagement
Singhaniya house..
Kartik brought there shagun . After that he was leaving when Naira came there.
Naira : kartik.
Kartik turned around and looked at her.
Kartik : kia chahiye?
Naira : mujhe kuch poochna hai tumse.
Kartik : bohat qeemti waqt hai mera tumhare bakwaas baaton mai time waste nahi kar sakta mai.
Naira : mujhe bhi koi shok nahi hai bass itna batao ke jab maine tumhe bola tha ke ab Anmol bohat badal gaya hai wo pehle jaisa nahi raha to phir tum uske baare mai inquiry kyun karwa rahe ho han bolo?
Kartik : (smiles sarcastically) tumne kaha or maine maan liya... Naira kia tum sach mai itni pagal ho ya phir naatak kar rahi ho.
Naira : (rolled her eyes) jitna poocha hai utna jawab do.
Kartik : to phir suno mai tumpe trust nahi karta bilkul bhi nahi karta kia lagta hai tumhe ke mai wahi wala pagal kartik hu jiss se tumne shadi ki thi.
That pinched her heart. But she control herself.
Naira : (in a broken voice) han han kartik mujhe ab bhi aisa lagta hai jaise tum mere hi kartik ho tum wahi Kartik ho jiss se maine piyar kiya tha. (laughs) kyun ke mai bohat bewakoof hu kyun ke puri pagal hu isliye.
YOU ARE READING
Kaira "Where Was My Fault?" (Completed)
Short StoryBased on Kaira separation Started on : 17.12.2020 Completed on :22.04.2021