Brave Bondita 👧

1.9K 96 5
                                    

(Bondita and Anokhi reached their home)

Sumati maa - Arey aa gaye tum dono kaha rah gaye the itni der ho gayi........

Anokhi - aap to janti hai na kaki jahan isko rosogulle dikhe nahi ki pagal ho jati hai........

Bondita - tu chup kar aisa kuch bhi nahi hai maa... wo aaj result aaya tha na to socha ki sab Ko rosogulle kheela doon........

Sumati maa - achchha achchha thik hai ab jaldi se haath muh dho kar aao tum dono me khana lagati hoon........

Bondita - thik hai maa.........

Anokhi - thik hai kaki........

(Suddenly sumati saw her neck there is no pendant)

Sumati maa - Arey Bondita tera locket kaha hai......

(Bondita touched her neck)

Bondita - pata nahi maa shayad mandir me gir gaya hoga me kal pandit ji se puchh lungi.......

Sumati maa - achchha thik hai........

(Bondita and Anokhi went for freshen up and than goes to sumati maa for having their breakfast)
(Sumati maa served them breakfast)

Sampurna - Arey Bondita tu aa gayi........

Bondita - haan didi... waise tu waha kyu khadi hai aana mere sath tu bhi kuch khale........

Sumati maa - Haan sampurna tu bhi khale subah se kuch nahi khaya hai tune........

Sampurna - thik hai pishi.........

(Sampurna also came and have their breakfast with Bondita and Anokhi)

Bondita - tujhe pata hai maa aaj na mandir me wo Tulsipur ke Zammidar hai na Roy Choudhary wo aur unka pura parivar aaya tha bahut hi achchhe log hai wo........

Anokhi - aur haan kaki unhone iski bahut tarif ki aur result ki badhaai bhi di..........

Bondita - aur unke bade bete to Biristara babu hai...........

Sumati maa - Arey Bondita biristara babu nahi Barrister babu kahte hai........

Bondita - haan maa Mujhe pata hai ki Barrister babu kahte hai lekin biristara babu Bolne me jyada maza aata hai par maa wo na bade hi ajeeb hai.........

Sampurna - ajeeb matlab bure........

Bondita - Arey nahi didi bure nahi achchhe par unhone bina baat ke apne chhota bhai Ko daat rahe the........

Sumati maa & sampurna - par kyu.......

Bondita - kuch nahi bas wo thodi si sharaarat kar raha tha.........

Anokhi - aur Hamari Bondita kam hai kya isne to unhe shant kara diya........
Anokhi - achchha kaki mera ho gaya me chalti hoon......

Sumati maa - hmm thik hai sambhal ke jana.......

Anokhi - ji kaki.......

Bondita - maa mera bhi ho gaya me padhani ja rahi hoon.........

Sampurna - mera bhi ho gaya pishi me bhi chalti hoon.........

Sumati maa - thik hai........

At Afternoon

In Bondita's room

(Bondita was sitting on her study table but she is not studying she is lost in Anirudh)
(Suddenly sampurna comes)

Sampurna - Bondita wo maa bazaar jaane ke liye keh rahi chal jaldi se tyaar ho ja..........

Barrister babu_ ANIDITA Where stories live. Discover now