😊Importance Of Suresh and Suman😊

1.2K 84 18
                                    

Continue with previous part......

Anirudh - mujhe maaf kar dijiye dugga maa........

(Tears rolled on his cheek Bondita went to him and wipe his tears with her pallu and nodded in no with a small smile all the family members are happy to see them but someone is burning in jealous she is none other than SAUDAMINI)

Bondita - Chaliye ab aarti shuru karte hai aur biristara babu aap pure man se aur pure dil se aarti me shaamil ho jaaiye...........

Trilochan - haan beta Bondita sahi keh rahi hai Bondita beti tum aarti shuru karo..........

Bondita - par kakaji jis tarah bhog ghar ki bahu banaati usi tarah aarti bhi to ghar ki bahu ko hi aarti bhi karna chahiye na........

Trilochan- haan beta baat to sahi hai tumhari par Anirudh ka vivah to Hua hi bahu hai to ghar ki bahu kaise.......

Bondita - kaise nahi hai kaka ji suman baudi hai na wo bhi to is ghar ki is Roy Chaudhary haveli ki bahu hai aur suresh dada ghar Ke sabse bade bete jab aap sabhi bhaaiyon ko ek samaan mankar koi bhed bhav nahi karte to jab baat bahu pe aaye to bhed bhav Kyun? kya ye sahi hai? Nahi na isiliye Suman baudi aur Suresh dada hi aarti karenge bhale hi aarti main gaaungi par aarti ki thal dada aur baudi hi pakadenge...........

Trilochan- beta tumne aaj hamaari bhi aankhe khol di (to suman) suman bahu tum hi aarti karogi aur Bondita Beti aarti Gaaegi.........

Bondita- to aarti shuru karo.........

Trilochan - haan haan kyu nahi aarti shuru karo.............

Bondita - ji kaka ji.........

(Suresh and Suman pick the thal and start aarti while Bondita sing the beautiful geet)

Anirudh (in mind) - sach me Bondita tum bahut bahut achchhi ho mujhe meri galti samjha di, Suresh dada aur Suman baudi ko nirash bhi nahi kiya aur kaka ka man bhi rakh liya tumne anjaane me hi sahi lekin hum sabko ye samjha diya ki Suresh dada aur Suman baudi kitne mahattvpurn ( important) hai tum sach me bahut achchhi ho mujhe garv hai Bondita ki Maine tumse pyar kiya aur aaj jo tumne kiya uske baad to aur bhi samman aur pyar karne laga hoon tumse I Really Love You Bondita.......

Trilochan (in low voice) - sach me bahut hi sushil hai Bondita jo kaam hum pichhle 6 saalo me nahi kar paaye wo Bondita ne kuch palo me kar diya hame samjha diya ki Suresh aur Suman bahu bhi is ghar ka hissa hai.......

Binoy - haan da sahi keh rahe hai aap.........

(Now puja got finished Suman went to give aarti and prashad to all the guests and family members)

Bhaumik babu - an hume bhi chalna chahiye der ho rahi hai........

Suman - par humne kheer banaai thi wo to kha kar jaaiye............

Bhaumik babu - nahi beta bilkul samay nahi hai ek minute ki bhi deri bahut mahangi pad sakti hai.... chale Saudamini.......

Saudamini - hmmm chalti hoon Anirudh........

(Bhaumik babu / Saudamini) - Namaste........

(All the family members) - Namaste.....

(They leave now RC members, Bondita and Anokhi were there)

Suman - chaliye aap sab nasta kar lijiye........

(All went to dining table and sit there Suman, Bondita and Anokhi were standing there)

Trilochan - Arey Bondita, Anokhi beta tum dono bhi betho hamaare saath......

Bondita - arey nahi nahi kaka ji hame bhi ghar jana hai to ab hum bhi chalte hai.......

Barrister babu_ ANIDITA Where stories live. Discover now