Jis Tarah tune kabhi ki na parwaah
Shayad,
Ussey bhi zyada ab koi nahi karta.Na jaane woh kaha chaley gaye
Apna sab ghum bhool kar
Sajaya karte Chehre pe hamare
joh they؛
Duniya bhar ki Muskurahatein.
YOU ARE READING
Gehraiyee
PoezjaGehrai agar na ho , toh maza / lutf nahi aata . Chaahe Ilm ho , Ehsaas ho , Dard e Ishq ho , Samandar ho , Aasmaan ho , ya Andhera ho.... Kuch gehre ashaar ki boonde hai... Padh kar har koi iske luft mei doob jaaye.... Aur Ek ghehra samand...
21."Parwaah!"
Jis Tarah tune kabhi ki na parwaah
Shayad,
Ussey bhi zyada ab koi nahi karta.Na jaane woh kaha chaley gaye
Apna sab ghum bhool kar
Sajaya karte Chehre pe hamare
joh they؛
Duniya bhar ki Muskurahatein.