ANTAR MAN

585 54 93
                                    

Amar was waiting for his sister Amarisa to show up, soon he heard her footsteps and smiled looking at her excitement.

"Chale ?" He asked.

"Ha." She said.

Amar helped her get on her brown horse and then he got on his.

Amarisa excited made her way outside the stables as Amar followed behind her

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Amarisa excited made her way outside the stables as Amar followed behind her.

Amarisa excited made her way outside the stables as Amar followed behind her

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Soon they reached the forest of Amaravati, completely alone. They got off their horses and sat down under a tree.

"Yaha aane ka kya prayojan hai Amarisa ?" Amar asked.

"Kya aisa kuch hai jo aapko gyat nahi Bhratashree ? Fir mujhse kyu puch rahe hai ?" Amarisa asked smiling.

"Ab jab puch hi liya hai toh uttar bhi tum hi dedo." Amar said.

"Aapke mukh par ek chinta hai, jo dusro ko nahi kintu mujhe awashya dikh rahi hai." Amarisa said.

"Tumhe kaise pata ?" Amar asked.

"Aap bhul jate hai ya abhinaye pratima karte hai bhulne ka. Mai toh Harihareshwari ke antar man ka swaroop hu, mujhe nahi pata chalega toh kisko pata chalega ?" Amarisa chuckled.

"Chinta toh hai Amarisa." Amar said.

"Shreeshaktishwar ko leke ? Aap dono ka milna toh niyati hai fir kaisi chinta ?" Amarisa asked.

"Samaye kam hai." Amar said.

"Arthat ?" Amarisa asked.

"Yeh kalp apni samapti ki oor badh raha hai, yeh Kaliyug antim yug hai aur sabse chhota bhi. Iske baad mere aur avatar nahi aayenge, kyuki Harihareshwari aur Shreeshaktishwar ko Srijan tak, samadhi mai rehna hoga, tap mai leen rehna hoga iss asantulit yug mai santulan banane hetu." Amar said.

"Aur iss karan aapko chinta hai ki aap Shreeshaktishwar ke saath atyant samaye nahi vyatit kar payenge ?" Amarisa asked.

"Dukh toh iss baat ka hai ki pratyek kalp mai humara yahi haal hone wala hai. Har kalp mai mera Narayan aur Mahadev se yugo tak bichadna nishchit hai, prem ko Srinav ke roop mai pana aur use khodena bhi nishchit. Amardev ko prapt karna aur punah shraap ke karan kho dena bhi nishchit hai. Na grahast jeevan ka poorn sukh milega aur na hi santan ka sukh milega." Amar said.

HARIHARESHWARI 4 : PARIKSHAWhere stories live. Discover now