Back With A Bang!!!

622 38 7
                                    

*next morning *

Raavi(wakes up) realized that she slept on Shivaa's shoulder...
She slowly without much movement seperate herself from shivaa....

Raavi : thankgod! Agar ye pehle uth jaata toh isko firse mauka miljaata mujhe sunnane ka.

*suddenly Shivaa while sleeping fells on Raavi's lap and with a thud he wakes up*Shivaa looked up and Raavi looked down both looked in each other's eyes.... 😍Uffffff their eye lock(imagine guys)

Bg music :

*Announcement and They come back to their senses*

*flight boarded* Gautam was standing for Dev and Shivaa elsewhere Jagan came for Raavi. *

Dev : Gaumbi hume toh lga tha aap office gaye honge.

Gautam : mai toh wahi jaa raha tha lekin teri dharaa bhabhi ne meri jaan leleni thi toh apni jaan toh sabko pyaari hoti hai na isliye aaya.

Shivaa : wahi mai sochu ki Gaumbi kabse itne ache ho gye 😂😂😂kyu Dev?

Gautam : Ayeee Dev ke bache batau tujhe kaan pakadke ghar leke jaunga yahi se samjha na chup karja.

Jagan: Raavi beta kaisi ho itne din door rahi sab theek tha na waha?

Raavi : ji maasa paa sab bhaut ache se hogya aap ghar chaliye sab kuch bataungi rewind version mei 😛.

*At pandya niwaas *

Suman : ayeee sab hogya ya nahi?

Dharaa : haanji maa sab kuch ache se ho gya. Aap tension mat lijiye.

Krish : pata nahi kab ayenge ab toh intezaar bhi nahi hota.

*Aaagyeeeeeee! All three shouted in chorus. *they took Dharaa and Suman's blessings *

Dharaa : mere bandar finally aagye bhaut miss kiya humne tum dono ko. Ghar bilkul khaali khaali ho gya tha.

Suman : kaisa raha sab waha?

Dev : acha tha bhaut aur Gaumbi aapko pata hai hume vo project bhi milgya 15 din ki deadline hai aur agar ye hogya toh hum international market mei bhi business kar sakte hai.

Gautam : aree waah ye toh bhaut achi opportunity hai lekin mehnat bhaut hai.

Shivaa :sahi kaha Gaumbi opportunity toh achi hai par ek gadbad hai vo chudail.... Pakka kuch na kuch kaand kregi hume neecha dikhane ke liye.

Gautam : kya kon kiski baat kar raha hai tu?

Shivaa : aree vo Raavi. Jeena mushkil kiya hua hai mera.

Dev : ji nahi Gaumbi ye ghadheda bekaar mei itna sochta hai bura uske liye vo aisa kyu chahegi jab vo khud bhi iss project ka part hai.

Gautam : haan Shivaa tu zyada mat soch.

Krish : Aree kya aap sab ye fir kaam ki baate kar rahe ho abhi toh aaye ho chalo kuch masti party karte hai.

Shivaa:haan haan shuru karo mai fresh hoke kapde change karke aaya.

* Shivaa comes to his room and starts changing. As soon as he unbutton himself and removes his shirt he feels something fell on the floor, he looked behind to see what's that*

Shivaa : ye!!! Ye jhumka maine toh shayad bag mei rakha tha fir yaha kaise... Dekhta hu.

*he checks his stuff and finds the jhumka at its place*

Shivaa : jo jhumka mere paas tha vo toh bag mei hi hai fir ye dusra kaha se aagya. Mere paas kaise aaya. Kiska hoga.... (he thinks)

*At Raavi's home*

Raavi : jai somnaath maasi maa.

Prafullah: haan haan jai somnaath khush reh. Chal tu bata kaisa raha sab kya kya kiya kya kya dekha aur humare liye kya kya laayi waha se?

Raavi : aree aree maasi maa aap thoda shaant hojao mai upar jaake fresh hoke aati hu change krke fir krte hai aaram se baat.

Jagan : haan beta tu jaa aaram se aana koi jaldi nhiii.

*Raavi comes to her room. She starts emptying her pockets and changes her clothes and she searches for her jhumka. *

Raavi : sab kuch toh hai pocket mei jo jo rakha tha fir vo ek jhumka kaha gaya ab. Dhoond Raavi jaldi agar wo bhi ghum ho gya toh.... Hey bhagwaan please ye mat krna aapko toh pata hai na vo jhumke kitne important hai mere liye mere fav hai. Pehle hi ek ghum ho gya mujhse lekin ab ye nahi please please please...... Kaha gya milja na please.

Prafullah : ayeee ghadhedi jaldi aaja na khaana lg gya hai aur humne baate bhi toh karni hai. Ayeee bhyiiii ab wait nahi hota bhyiiii jaldi aa ne....!

Raavi : ayiii maasi maa. Chal Raavi baad mei dhoondiyo theek se focus ke saath. Mil jayega hoga samaan mei hi.

Prafullah : chal ab bata...

Raavi : sab bhaut acha tha waha maine bhaut saari jagah ghumi aur Mike mera friend usse bhi mili aur maasa paa jis project ke liye gayi thi vo bhi mil gya. Gifts bhi laayi aap sabke liye jab bag kholungi tab dedungii. Aur....... (they continued talking while eating).

*At pandya niwaas*

Krish : aeee Shivaa jaldi aa na!

Shivaa : haan aa gya.

Gautam : kya bhai Kapde change krne gya tha ya kapde silne gya tha?

Shivaa : kya Gaumbi aap bhi. Chalo party shuru karte hai.

*they all were partying till late night. At 3 am *

Dharaa : chalo ab sab sojao bhaut raat ho gyi kal office bhi jaana hai mujhe bhi ghar ke kaam dekhne hai maa iuth gyi toh bhaut daant pdegi sabko chalo sab apne apne rooms mei.

*they all went to their respective rooms *

Sooo how was ittttt???????? How many comments related to that eye lock imagination? 😍😉And that jhumka scene????😜 Common guys share your views, your thought, imagination with me. I really wanna know your opinions. Please vote, comment and share. Keep reading to know the feeling of realization in Shivaa for that jhumka. New updates sooon! Thankyou!

Heartless Love💔Where stories live. Discover now