♤Part 23- Kundali ka khel♤

861 98 39
                                    

Pehle vote☆

Preeta also got tensed.

Preeta: mere pass ek idea hai.

Aayush: kya.

Preeta: shaadi

AnSh: kya?

Preeta: mera matlab hai ki aap dono shaadi karlo.

AnSh: kya..kya..kya?

Preeta: arre yaar haan

Aayush: preeta tu pagal hai tujhe pata hai na ki mein Ananya se pyaar karta hau.

Preeta: haan to bhai yeh bhi to ananya hi hai na.

Aayush: preeta...

Preeta: yaar asli mat karo lakin nakli hi karlo.

Aayush: shaadi karni hi ku hai.

Preeta: arre yaar shaadi nahi karni hai but husband wife ki tarah rehna hai.

Ananya: preeta tum pagal ho gai ho kya. Mein vo bhi iss khadoos se shaadi karun.

Preeta: arre natak karna hai. Bus dikhana hai ki aap dono husband wife ho.

Aayush: lakin usse hoga kya.

Preeta: usse yeh hoga ki sana ko kuch bhi pata nahi chalega or vese bhi ab karan or sana shaadi karne vale hai to sana bhi to yaha se apne ghar jane ki baat karegi to karan ko jana hi padega. Or tab aap dono apne apne raste ho jana.

Aayush: vo to thik hai lakin un dono ki shaadi kab hogi

Preeta: jitne jaldi aap unke shaadi ki preparation karoge utne jaldi aap free hoge.

Aayush: ok.

Preeta: so ananya are you ready.

Ananya: ek min. Meine kab kaha ki mein iss insane se shaadi karungi.

Preeta sees her sadly.

Preeta: I'm  sorry ananya meine apse to puch hi nahi. Apko jo karna hai aap kar lijiye.

Ananya: mein aap logon ki help to karu gi but inke saath ek bed pr kabhi nahi sooungi.

Preeta: haan haan koi baat nahi bhai meeche soo jayenge.

Aayush widens his eyes.

Preeta: haina bhai

Aayush was about to say but preeta interrupts.

Preeta: bhai man gaye ab aap fresh ho jaiye.

Ananya nods.

Preeta: ananya bhai k wardrobe mein bhabhi k kuch kapde hai aap unmein se hi kuch pehel liya kijiyega.

Ananya nods.

Aayush: ek min. Yeh meri Ananya ki cheezon ko haath nahi lagayegi.

Preeta: bhai aap chup ho jaiye.

Aayush made a cry baby face.

Preeta: or ananya bhai apko bhabhi k naarein mein kuch baatein vagera bhi bata denge.

Ananya nods.

Then preeta went outside and ananya went to change her clothes.

On SanAn's side.

Sana told karan about Ananya.

On preeta’s side.

Preeta: bas ab jaldi se sana or karan ki shaadi ho jaye.

She crossed her fingers.

On AnSh's side.

Aayush explain some of the things to Ananya about Ananya.

Be Mine✔Where stories live. Discover now