This Story is created on famous show #Barristerbabu of colourstv. This is totally based on my imagination its different from show.
Barrister Anirudh Roy Chowdhury and Dr.Bondita das got married to eachother when they both are in love with someone e...
After talking with bondita Anirudh reached to Rc mansion.Batuk and som was sitting on sofa. Kaka rushed towards Anirudh seeing Anirudh's forhead.
Kaka : beya tu thik haina? yeh sar pe chot kaise lagi?
Anirudh : kuch nehi kaka, bas chota sa kharoch hain.
Som : par dada apko lagi kaise?
Anirudh : woh bas chotasa accident hogaya tha.
Kaka : Kiya! tujhe ziyada lagi to nehi? dikha kaha kaha lagi hain?
Anirudh : Kaka kaka main bikul thik hu.
Kaka : dugga ma ne bacha liya. warna agar kuch hojata tujhe to bahu ke parivaar walo ko kiya jawab dete?
Anirudh : matlab apko mere dard ki chinta nehi hain apko ishki chinta hain ki bahu ke parivaar walo ko kiya jawab denge?😑
Kaka : are humara matlab woh nehi tha. bata kisse hua yeh accident usko hum chodenge nehi.
Anirudh : uski zaruraat nehi. woh or koi nehi apki bahu hi hain.
Somtuk and kaka : kiya?😲
Anirudh : ji ha...uski gadi se hi meri gadi takra gayi thi.
Kaka : par bahu itni laparva kaise ho sakti hain?
Anirudh : woh bohat jaldi main thi usko hospital jana tha na ishliye.
Kaka : par fir bhi?
Anirudh : koi baat nehi kaka. galti to insaan se hi hoti hain.
Som teasingly : wah dada abhi se boudi ki tarafdari kar rahe ho.🤭
Anirudh : aisa kuch nehi hain. jo sach hain wohi bata raha hu.
Kaka : accha tu baith. koily jara haldi lana.
Anirudh : uski zaruraat nehi hain kaka. bondita mujhe hospital le gayi thi or khud mujhe dabai laga di.
Kaka : wah. kitni acchi hain humri bahu. galti kar ke sudhar bhi leti hain.
Anirudh : ho gaya aplogo ka? aab main jayu?
Kaka : ha ha jao jao. 😏
1 day later it was Anidita's haldi day. Bondita was sleeping suddenly she heared some noise which disturbs her sleep. Bondita woke up and saw whole mansion was beautifully decorated.
Malini : uth gayi bondu. jaldi se nasta karle aaj teri haldi hain na.
Bondita noded her head with heavy heart. she was ovserving everything. its all most 10 years since she was part of a wedding.
Bondita : thakuma...main hospital ja rahi hu.
Thakuma : kahi nehi ja rahi hain tu...aaj teri haldi hain na?
Bondita : par mujhe jana hoga thakuma...agar kisiko meri zaruraat huyi to?
Thakuma : kuch nehi sunnah mujhe.
She held bondita' wrist and dragged her to her room.
Thakuma : jaldi se taiyaar hoke bahar aah.
Bondita noded her head.
Bondita in mind : mujhe ek bohat zaruri kam se bahar jana tha. aab kaise pura karungi?
On the other hand Rc mansion was also decorated beautifully.
Kaka : are koi anirudh ko leke ayo.
Rudra : ji kaka main leke ata hu.
Rudra went to study. Anirudh still busy in reading books.
Rudra : tu aaj bhi kitab padh raha hain aab to chor de.
Anirudh closed the book imidately and wipped his tears.
Rudra : tu kiya chupah raha hain book main? or tere ankhon main ansoo kiyu hain? aisa kiya hain book main.
Anirudh : are kuch nehi bas aise hi.
Rudra : mujhse chupa raha hain chal dikha.
he snatched the book and saw it was soudamini's letter which she used to sent him.
Rudra : aab to usse bhul jah...teri shadi hone jarahi hain kab tak apne atit ko yaad rakhega? vul ja usse.
Anirudh screamingly : nehi bhul sakta usse mujhe abhi bhi ush paar bharosa hain. ek din firse mere pass wapas ajayegi dekhna.
Rudra : tu hosh main to hain? agar woh kalko wapas agayi to bondita ka kiya hoga socha hain?
Anirudh : dekh yeh shadi shirf ek samjhota hain na woh mujhse piyaar karti hain na main usse. bondita ne kaha hain ki bas usko apne sapne pure karne main madat chahiye or kuch nehi.