Shall I stay?

855 105 38
                                    

Bondita : matlab aap mujhe miss kar rahe thei?

Anirudh hestitately : haan nehi..matlab...

Bondita : kiya samajh nehi ayaa.

Anirudh : woh chodo tum mujhse mile bina chali gayi?

Bondita : aap sou rahe thei. ishliye nehi mili.

Anirudh : yehi baat hain ya mujhse milna zaruri nehi laga? 🙂

Bondita : aap bhi jante thei ke main chali jayungi subah aap bhi uth sakte thei na? aap bhi to nehi mile...

Suddenly a patient called her.

Bondita : mujhe jana hoga. fir kabhi baat karenge. good night.

Before Anirudh could say anything bondita cut the call. Anirudh again felt bad. Soudamini came near him.

Soudamini : kiya hua Anirudh? phone rakh diya usne?

Anirudh noded his head.

Soudamini : ish main Itna dhuki kiyu horahe ho? sayad woh busy hogi ya fir tumse baat nehi karna chahti.

Anirudh : nehi mini. bondita aisi nehi hain. humdono kitna bhi jhagda karle par ek dusre se baat karne se kabhi nehi thaktein.

Soudamini : kahi usse koi or to nehi mil gaya hain.

Anirudh looked at her with winded eyes.

Soudamini : nehi nehi main bhi kiya soch rahi hu. par mil bhi gaya to tumhe kiya? tumdono ek dusre se piyar thodi na karte ho? hain na?

Anirudh noded his head.

Anirudh : mujhe nind arahi hain main jara hu sone.

Soudamini : haan thik hain. Good night.

Anirudh : Good night.

He said with a smile and left from there.

Anirudh : kiya sach main bondita ko mujhse milna, baat karna zaruri nehi lagta? kiya usse koi mil gaya hain? mil jaye to hi accha hain. waise bhi aisi riste main rehne ki kiya zaruraat jis main piyaar nehi. kiyuki main usse kabhi piyaar nehi kar sakta. or nahi woh mujhse. humara rista to majboori main kiya gaya ek samjhota hain or kuch nehi.

Suddenly Someone came wearing barrister rob. It was his reflction.

Barristerbabu : accha fir tumhe bura kiyu lagraha hain? kahi tum bondita ko patni to nehi maan rahe ho.

Suddenly another reflection of him came wearing sports cloths.

Tennisbabu : kiya kaha? par ayad shadi ke raat kuch or hi kaha tha ke ush ladki ke aane se meri zindegi main koi badlav nehi ayega. woh kabhi meri patni nehi baan sakti... aisa hi kuch kaha tha nehi?

Anirudh noded his head.

Tennisbabu  : par aab to bondita khudki jaan se bhi ziyada piyari hogayi nehi? kiyu? tum to mini se piyaar karte thei na?

Anirudh : haa aaj bhi karta hu?

Barristerbabu : fir tumhe faisla lene main itna samay kiyu lagra hain? kitna samay kiyu lagraha hain bondita or mini main se ek ko chunne ke liye.aab to mini bhi wapas agayi.

Tennisbabu : haan yeh to bondita se nehi mini se piyaar karta hain fir bondita kisi ke sath bhi rahe kuch bhi kare isse fark  nehi padhna chahiye.

Anirudh : haan mujhe fark nehi padhta.

Tennisbabu : fir woh kisi ki sath bhi rahe tumhe kiya?  or kiyu woh zaruri hain tumhare liye?

Anirudh : yeh shirf attachment hain or kuch nehi. hum shirf dost hain usse ziyada nehi.

Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now