Locked room

810 81 10
                                    

Evryone enjoyed snowfall. It about to sun set. They went inside. Bondita made tea and served everyone.

Bondita : yeh barristerbabu kaha hain?

Batuk : kiya boudi miss kar rahi hain unhe?

Bondita : nehi nehi main kiyu miss karungi unhe?

Naina : tera pati hain tu kiyu nehi miss karegi.

Bondita : main to bas aise hi puch rahi thi.

Som : sayad kamre main honge.

Suddenly they heared the sound of piano. They got scared.

All : firse piano ki awaj? 

Rudra and somtuk : firse matlab? aao dono ne bhi pehele suna tha kiya?

Naina : ha or payal ki awaj bhi.

Trio : humne bhi to suni thi par woh to boudi ki thi na?

Bondita : woh sab choro yeh dhun kaha se arahi hain? ghar main to piano hain hi nehi.

Batuk : or dada kaha hain? kahi unhe bhoot to nehi le gaya?

Som : kiya bol raha hain batuk?

Rudra : nehi aisa maat kaho..

Bondita : bhoot nehi hota samjhe? pehle dekhe to kaha se arahi hain. or yeh dhun aaj tbodi badli huyi lagrahi hain.

Suddenly lights also gone. Naina held rudra tightly and batuk held Som.

Naina : or yeh lights ko kiya hua? mujhe dar lagraha hain bohat Rudra.

Rudra : daar to mujhe bhi lagraha hain..

Somtuk : or humai bhi par dada? woh kaha hain.

Bondita : tumlog daro maat main hu na? tumsab mere piche ayo...

Bondita followed the sound and everyone followed her.

Bondita in low tone : yeh awaj to ush bandh kamre ki taraf se arahi hain firse.

Batuk holding Som : mujhe bohat daar lagraha hain boudi.

Rudra holding Naina : or ani bhi pata nehi kaha hain.

Bondita again started walking and they followed her. Suddenly bondita stopped and they also.

Som : ki...kiya hua boudi?

Bondita : lantil mil gayi...

All : abhi tak huk lantil dhund rahe thei?

Bondita : or nehi to kiya warna humei dikhega kaise?

All : ha woh bhi hain.

Bondita : hush....! or yeh stick lo. or yeh. chadar.

Rudra : iska kiya karenge hum?

Bondita : are bhoot ko pakrenge.

Batuk : kiya hum bhoot ko pakdenge?

Bondita : or nehi to kiya aaj usko nehi chodungi main. maar mar ke bharta bana dungi.

Som : boudi woh bhoot hain bengan nehi...

Bondita : koi bhoot woot nehi hain. zarur koi insaan hain.

Som batuk and rudra : aapko kaise pata?

Bondita : badh main batayungi. abhi chalo ush kamre ki taraf.

They went near the room and it was opened.

Bondita : dekha zarur koi andar hain? koi awaj maat karnah. jaise hi koi dikhe to chadar odh dena uske upar thik hain?

Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now