Part 15

216 35 15
                                    


chandra and swetha reached singhania mansion along with valli.

valli-maa,app ne decision to liya but kya veer bhai accept karega?

swetha-ha didi.mujhe bohut tension feeel horaha hai.

chandra-app dono tension mat lo.main sambhal lungi.

          balwant and all the family members gathered there in the hall.

ballu-kya hua chandu?sab theeek hai na?

chandra-ji mujhe app sab se ek important baat karni hai.

 veer-maa app agayi.kya hua waha?is everything fine?

chandra-first of all let us have dinner.i will tell u later.

        all of them had their dinner and sat in the hall.

ballu-ab batao.hua kya hai?

chandra-app se pehle mein veer se baat karna chahti hoon.kyunki waha baat veer aur bani ke bare mein hua tha.

ballu-matlab?

       chandra explained the situation happened there to all the members.all got shocked especially veer.

ballu-tum itni badi decision akele kyun liya chandu?

chandra-kyunki bani is ghar ki laayak hai.

pawan-theek hai bhabhi.but hum veer ke decision ko bhi value dena hai na?

chandra-veer kya tumhare man mein koyi hai?

veer-nahi maa.par mujhe ye shaadi...

chandra-nahi karna hai.hai na?

veer-ha maa.

chandra-kya mein uska reason jaan sakti hu?

veer-maa mujhe abhi shaadi karne ki interest nahi hai.

chandra-wahi main puch rahi hun kyun?

veer-kyunki mujhe mera career aur jyada improve karna hai.

chandra-us ke liye aur shaadi karne me kya problem hogi?

veer-maa ap mujhe kyun force karrahe ho?

chandra-force nahi veer.tum seedha batao ki reason kya hai?kya tumhe shaadi karna pasandh nahi hai ya bani se shaadi karna pasandh nahi hai?

veer-maa baat bani ki nahi.mujhe abhi shaadi nahi karna hai.

chandra-toh kya?veer u dont have neither like nor dislike for bani.u are just ignoring this proposal without any reason.

ballu-but chandu,how can we do this without veers happiness?

chandra-theeek hai.ab main apni decision bata dungi.pehli baat ye hai ki bani is ghar aur veer ke liye sahi hai.main bani ko veer keliye aur is ghar ke liye sahi isiliye keh raha hun kyunki woh ek achhi aur sanskari ladki hai.she is a girl who respects values.aur akhri baaat unka status hai toh singhanias ne kabhi  bhi kisi me bhi status nahi dekhega.aur veer main thuje koyi force nahi karungi.kal subah tak soch kar decision le lo.agar tumhara decision no hai tomein ye shaadi proposal cancel karungi.mujhe tumhari kushi se badkar kuch bhi jyada nahi hai.

ballu-ye achha hai chandu.veer tum soch kar apna decision kal bata dena.

veer-theek hai dad.

        all went to their respective rooms.meera went to veers room with milk and knocked at the door although it is open.

veer-babhi app.ayiye na .app ko knock karne ki kya jarurat hai.ayiye.

meera-yaha rakti hun veer,drink later.

veer-ok babhi.

meera-veer kya main tumse kuch kahun?

veer-ji babhi.boliye na.

meera-ye mat sochna ki msin bhi class dene ayi hu shaadi ke liye .

veer-are babhi.ap bhi na.mai aisa kyun sochunga?is ghar mein mujhse baat karne ki aur galat kiya to daatne ki haq app ko bhi hai.

      meera felt happy and smiled listening that from veer.

meera-veer mujhe ye kehna hai ki mujhe nahi pata ki maa ne ye decision kyu liya par mai ye to pakka keh sakti hu ki maa ne bani me kuch to dekha hai.kyunki bina soche bina samjhe maa kabhi kuch nahi karegi.woh tumhare liye ek ladki ko pasandh kiya hai to kuch to jarur hai us ladki mein.but akhri decision to tumhara hai.but decision lene se pehle ye mat bhulna ki maa waha unse vaada karke ayi hai tujhpar vishwas rakh kar.

veer-ji babhi.

        meeera went to her room.veer started to think to himself.

veer-mujhe bani mein koyi intesrest nahi hai aur na hi koyi hate hai.bani to achhi hi hai.par abh main ye shaadi ke liye taiyyar nahi hu.aur main maa ko bhi no nahi keh sakta.kya karun main.veeer soch..soch..ek baat to confirm hai ki main ma ko na nahi bol sakta.aur rahi baat bani ki hai toh kya use ek chance de dun?nahi nahi mujhe ye shaadi to karna hai par maa ki baat ko value dene keliye bas.mujhe naahi bani mein koyi interest hai aur naahi is shaadi  ke liye.bas aur bas maa ki kushi ke liye aur unka samman ke liye.

     at the morning,all came downstairs.

ballu-veer,kya tumne decision liya?

veer-ji dad.main is shaadi ke liye taiyyar hu.

chandra-veer ,tumne mere liye to haa nahi keh rahe hai na?

veer-nahi maa.main kush hun.

chandra-teekh hai phir kal hi hum bani ki ghar jayenge.

ponky&daksh-wow..veer bhai ki shaadi pakki hoagayi hai...

       

thats the end for today.....

UNPREDICTED DESTINYWhere stories live. Discover now