Tum jo nahi to Duniya humko acchi nahi lagti ,baat koi ho sacchi nahi lagti

2.1K 275 249
                                    

" Guchpu,...Sana...meri pyari Sana...uth ja kitna soyegi my sloth, giggly beer ..chal uth ja..chal".

" Tu aa gaya paggu...mere pass wapas....chalun?..kahan chalun..tere sath...mujhe lene aaya hai?...par ..par main nahi jaaongi ..nahi ja sakti apne Sidharth ko chhor kar kahin bhi...wo..wo usko jarurat hai meri..aur mujhe uski ...aur main jaana bhi nahi chahti..uske sath bahut sukoon lagta hai...ek umar jeeni hai uske sath...bahut sapne dekhe hai apne Sidharth ke sath,uske liye ,hamare kiye..saare poore karne hai".Sana spoke smiling.

"....but tu mere liye aaya ??..itni door par..par..ab main kya karoon.... kaise chali jaon usko akela chhor ke tere sath...main to fir bhi reh gayi tumhare bina yahan...par wo nahi reh payega mere bina..uski aankhein bas mujhe doondhti hai..main pas nahi hoti to uske aankhon ki champak aur chehre ko hassi gayab ho jati hai..bahut pyar karta hai mujhe mera kullu".She smiled.

" I am sorry ,I love u but I Love him too..more or less pata nahi ..but karti hoon bahut pyar usse. Pyar hai Na...bata hua hi sahi..par mere pyar aur hamare us pyar ke hisse par haq hai uska...Tere sath jo tha wo to rahega na hamesha..par hamara sath utna hi tha Siddhansh, tu mera tha,aaj bhi hai but ab Shehnaaz sirf Sidharth ki hai..hamare pyar ki umar utni hi thi Paggu,aur sath to tu hamesha hai...acchi yaad me..kismat rahi to fir milenge..waise hi jaise pehle mile the..waise hi jaise Shehnaaz ko Sidharth mila tha kismat se..par mujhe ab Sidharth ke pas jana hai..apne aaj ke pas..aur apne aane wale har ek pal..mere aane wale kal ke pas...jo ki Sidharth hai...he is waiting for me..let me go..please...bura mat manna Paggu...par mujhe uske pas jana hi hoga..dekho na wo bula raha hai..kaise hass raha hai ..apne baahein failaye shararati nazron se apni Shehnaaz ko pukar raha hai..jaati hoon haan..tu khush rehna..rahega na".Sana asked.

" Haan .rakhunga na apna dhayan meri Guchpu..aur tu khush to main khush..hamesha...aur main tujhe yahi bolne aaya tha ki let me go now..mujhe free kar tu ab..sara din yaad karti hai,itni hichki aur khansi aati hai mujhe ,mujhe bhi to uske pas jana hai jo mere liye bani hai..chutti kar meri..bahut jor se pakad kar rakhti hai mujhe...the place where I am so so peaceful, way more than I used to be ..but tu baar baar bulati hai..yaad karti hai to main laut kar tere pas aane ko majboor ho jata hoon...".

" Bahut pareshan kar liya mujhe, ab ye tu mera hai ,mera hi hai wala dialogue apne Sidharth ko marna wo rahega tere pas hamesha..usse kuch aur kaam nahi hai tujhse pyar karne ke alawa...par mere pas hai, to tu bhi apna sara pyar, time aur attention sirf usko de...bolta nahi but wo sirf teri attention ka bhookha hai..saala lalchi ,greedy kahin ka...tu jitna pyar kare uske liye kam hi padta hai..sahi bolti hai tu kutta use..he deserves it...".Siddhansh spoke chuckling to which Sana giggled.

"but sahi hai na..mujhe kya chahiye bas aise hi pyar karta rahe tujhe,tu khush hasti muskurati rahe,...uske liye hi bheja hai na tere bhagwan ne, maine use tere pas...your Moon to his Earth!...so let me go..my time is up and always Remember I will always love you...and uske liye mera tere sath hona jaruri nahi hai..I can love you,be with you in some other way from that other world too".He spoke .

" chal jata hoon...be happy always and take care...and final good bye".Siddhansh spoke biding his adieu and kissing on her forehead.

She nodded and hugged him one last time smiling before running into Sidharth's arms as Siddhansh immersed somewhere in the Sun in the black hole.

" Sidharth!...Sidharth!".

Sana woke up from her unconscious state calling his name.

She looked at everyone around only to find them tensed .

" Sidharth..kahan hai...aa gaya na tu mere pas wapas...Sidharth....kullu...mera baccha..kahan hai..please bahar aa..gussa kar le...chahhe to maar le par wapas aa ja...I just want to see you hug you...feel you".Sana spoke calling and looking around for him in the balcony, washroom ,even behind the curtains and every where in search for him.

Finding You(Completed To Be Continued)Where stories live. Discover now