YRKKH:- ABHIRA

2.4K 144 9
                                    

It starts from sawan milni when abhimanyu and akshara won the bangle game. Akshara excused herself as she got hurt.

Abhimanyu looks at akshara going towards her room. He frowns and follows her.

In akshara's room

Akshara sits on the bed with first aid box and removes her dupatta to see her injury. She touches it but winces in pain.

Akshara- aaahhhh...akshu u can do it...itni badi ho gayi hai tu...ek chota sa kaanch ka tukda nikalne me kya dar rahi hai...bas shuru me pain hoga fir sab thik ho jayega...u can do this...come on akshu

Akshara closes her eyes and tries to take the glass out of her skin but her hand was trembling.

Abhimanyu who had come following her looks at her injury and hears her self talk. He shakes his head in disbelief. He holds her hand. Akshara opens her eyes feeling touch. She is surprised to see abhimanyu.

Akshara- tum yaha kya kar rahe ho

Abhimanyu ignores her question- bataya kyo nahi chot lagi hai tumhe

Akshara looks away- bata deti toh bhi kya hi kar lete tum

Abhimanyu gets angry- taane maarna aata hai...kaanch ka tukda nikalna nahi

Akshara looks at him- nahi aata hai toh seekh lungi...tumse matlab

Abhimanyu takes a deep breath to calm himself- dekho ab bohot ho gaya...main aise pretend nahi kar sakta ki sab kuch thik hai jab ki kuch bhi thik nahi hai...better hoga ham sabko bata de

Akshara- yahi toh tumhari problem hai abhi...tumhe kya lagta hai...tum kya chahte ho...tumhara point of view...sab kuch tumhara...kisi aur ki koi baat kyo nahi sunte tum...ho sakta hai ki kabhi kabhi dusre bhi sahi ho

Abhimanyu irritated- mujhe tumhara gyaan nahi sunna hai...baitho

Akshara- nahi...main khud kar lungi...haath chodo mera

Akshara struggles to take her hand back from his grip but abhimanyu holds it tightly. She looks at him surprised.

Abhimanyu angrily- aur gussa mat dilao mujhe...chup chap baitho

Akshara- maine kaha na main kar lungi

Abhimanyu- kaise karogi...ek haath se...vo bhi left hand...kaise karogi dressing...chot lagi hai...dard ho raha hai par abhi bhi ego nahi jaa raha madam ka

Akshara- ego sirf mera hai...tumhara nahi

Abhimanyu looks at her- agar mera ego hota na toh main aaj yaha tumhare ghar nahi aata...tumne ek baar bhi mujhse kaha ki main aau yaha...nahi...phir bhi main aaya...tumhare liye aaya...families ke liye aaya...aur mujh me ego hai...waah

Akshara- haa toh nahi aate na...ehsaan kyo gina rahe ho

Abhimanyu looks at her in disbelief- seriously akshu...ehsaan...tumhe mera yaha aana ehsaan lagta hai...fine then...ek aur ehsaan karwa lo mujhse...apni chot par dressing karne do mujhe...baitho yaha

Akshara- maine kaha na mujhe nahi karwani tumse dressing

Abhimanyu angrily- chup karo...patient ho...patient bankar raho...doctor apne patient ka ilaaj apne hisaab se karte hai...patient ke hisaab se nahi...isliye behave now

Akshara angrily- toh maine kaha na mujhe tumhari zaroorat nahi hai...mujhe doctor nahi chahiye...aur ye tumhara hospital nahi jaha tumhare orders chalenge doctor abhimanyu birla

Abhimanyu gets more angry- janta hu ye ghar hai...aur yaha main tumhara pati hu...mrs akshara Abhimanyu birla

Akshara looks in his eyes- pati ho parmeshwar nahi...jo tumhari har baat maani jaye

ONE SHOTSWhere stories live. Discover now