Ek bahat important baat hai yah story abhi shuru hua Hai .....iss story ke liye maine bahut kuchh soch Rakha Hai... Mujhe pata hai Tum sabko acche lagega... Magar thoda Sabra karna jaruri hai Kyunki ek story ko apni jagah le jaane ke liye kuchh part se Jana To hoga Hi Na
Tum Sab milkar please like comments karte raho isase Mera likhane ka ichcha jyada hone lagega.. agar likes nahi padta hai aur tum log padhte Ho To lagta hai mere likhai mein bahut sara galti ho raha hai please apna likes comment dekar yah Batao Mere story kaise lag Raha Hai Tum sabko..
Language ka galti Ho To maaf kar dena
Cholo start karte hai
...everyone is silent at the dinner table. Shehnaaz's mother broke this silence...
PG: are itna sannata Aur vah Bhi Hamare dinner table per hua kya hai baap beti ko... Adi kuchh bol
Adi: opppps.... Mujhse mat puchna subah se in logon Ko 50 bar ruka hai maine
Pg: abhi mujhe agar nahin bataya na to main khana nahin khane wali hun
MG: aapke ladli se poochho isko bahut jyada Jose chadhi Hai sar per
PG: baat nahin Sun Rahi Hai To Mere ladli ban gayi vaise to sar per aap hi utha Kar rakhte ho isko
Sana: ha ha who mai buri .....nehi khana mujko
Sana gets up and leaves without eating.
PG: hai rabba keya karu mai....
______________________________________
After a while, Shehnaaz's father entered her room with a plate of food in his hand.......
MG: kha le ... Mere gussa khane ke upar mat.. khana chhodkar Jana acchi baat nahin hai
Sana: bhukh nehi hai
MG: theek hai to mujhe bhi bhukha pet hi Sona Hai
Sana: apne nehi khana khae
MG: Meri Jaan bhukha hai Main kaise khana kha leta......
Sana:ajao
Shehnaaz opened her hands and called her father. Shehnaaz's father goes and sits beside her and they feed each other after which Shehnaaz lies down on her father's lap
Sana: papa
MG: gussa hai mujh se
Sana: nehi papa ......ap jo kahoge mai waise hi karungi.....magar papa ap socho mai srif kuch qualifications le kar hi apka company mai itna bada auda ( position) pe nehi rahena chahti hun.....
MG: tuj mai itna kabliyat hai ki tu mere company sambhal sakti hai
Sana: ak bat ap shanti se socho.....apne yea company ko established karne se pahle Kitna kuchh Kiya Hai.... Aise hi to aapane yah company nahin banvaya Hai ....Iske piche aapka bahut sara mehnat hai..... Ekadam niche se upar Tak aap gaye hain khud ki mehnat se.... Main nahin chahti hun Papa ki main aapke is mehnat ki fal aise hi khate jau ...mujhe bhi ekdam niche se shuruaad karna hai mujhe Sab kuchh sikhana hai
MG: Tu Mere sath rahakar bhi sab kuchh Sikh sakti hai na
Sana: nahin papa yah nahin ho sakta hai Kyunki agar main galat karun aap mujhe fever karoge hi .,....Kyunki Main aapka beti hun... yah a hi jaega...... main khud ka experience bharana chahti ho aur yah tabhi ho sakta hai jab Main kahin aur kam Karun khud ka experience Better kar pau....
MG: tujhe Duniyadari ka pata nahin hai yahan per aise log ghumta Hai Jo tujhko nuksan pahuncha sakta hai ....tere istemal kar sakta hai..... agar Tu Meri aankhon Ke samne rahegi To Main tujhe Sab kuchh Mere tarike se Sikha sakta hun
YOU ARE READING
GEHRAIYAN 2
FanfictionThis story is about two people who love each other from a young age but time and circumstances separate them. ln the present time they don't even recognize each other. Everyone must read this story to see how these two get back together and expand...