Part 37

1K 128 26
                                    

Adi: siappa Karti hai fir rone lagi...chup kar meri ma......ja kar kahunga Sid ko... sale apna sambhal ...tera sambhal  nehi to mera bali naraz ho rahi hai...kat jayega mera

After hearing Adi's words, Shehnaaz suddenly started laughing


Adi: avi to ro rahi thi ...avi pagolo ki tarah has kyu rahi hai

Sana: mujhe na uss din ke wait hai jis din Siddharth ko ap bataenge.....unka muh dekhne layek honge....par ap jarur Horlicks Pi ke jana....

Adi: kyuuu

Sana:nehi to apka jo  do char bones tutega ....vah jorne mai bahat time lagega...

Adi: chup kar ....dara mat .... Agar uske behen uska hai to mere bahen bhi mera hai .....mai thori na chor dunga....muh tor dunga uska

Sana: are sher jag gaya...aisa hi rahena


Adi: tu bhi aise haste rahenna har waqt

Sana: hmmm...par mujhe bahat dar lag raha hai....Ruhan Khandala bala farm house ke caretaker se unka uha par hone ke bat nikale hai....agar unhe pata chala  to bahat gussa karenge...age mujh se bat hi na kare to

Adi: pagal ladki .......
In mind ( tujhe pata bhi nehi agar Siddharth  dil se na chahata to Ruhan  itna sa bhi information nikal nehi pata....to vah kaha hai yea bat kaise nikal ke le ata)

are Ruhu ka ph ....sana speakers pe dal

Hello..bolo

Ruhu: ap pouch gaye

Adi: abhi nehi

Ruhu: mujhe Sana se bat  karni hai...usse kuch important bat clear karna hai

Adi: keya

Ruhu: mai usse hi bataungi...kyuki bhai se milne se pahele agar sana ko yea na pata hoga to problem ho sakta hai

Sana: bol mai sun rahi hoon

Ruhu: ha ab roti rahe....uss din gussa karke Chali gayi.....pure bat sune bina...tu janti hai keya hua uske bad

Sana: keya

Flash back

Sid: papa mujhe kuch kahena hai

AS: bad mai ....

Sid: bahat important  hai .....mai sab ke samne bolna chahta hoon....Samar uncle aur Doli ko yea kehena Jaruri hai

Mere life bahat clear hai....mai sadi nehi karne bala.....Doli mere bahat achcha dost hai....mai nehi chahata hu hamare dosti mein kuch problem ho

AS: isme dosti mai problem kaise hoga...dono sadi karlo .....dosti payar se aur bhi majbut ho jayega.....aur tumhe pata tha na maine tumhare aur Doli ke sadi ke liye bahat pahele se hi soch kar rakha hai..

Sid: par apko mai pehel hi bola tha mujhe kisi se sadi nehi karni..........iss liye yea bat yehi khatam....age kuch nehi hoga

Samar: magar Siddharth beta.....Doli tumhen bahat khus rakhegi

Sid: I am sorry uncle...par mai usse khus nehi rakh paunga .....kyuki sadi mere list mai nehi hai
Aur Doli bahat achchi hai....usse mujh se hajar guna achcha ladka milega...jo usse  Rani bana ke rakhenge.....abhi mai chalta hu...bye

As: aise kaise ja rahe ho .......aur kaha jaraheho

Sid: khusi dhundhne......

Flash back end

______________________________________
Ruhu: bhai ne kisi Ko kahane se Mana kiya tha fir Bhi Maine kah diya ...ab dant Mujhe par sakti hai tab Tujhe hi bachana hoga Mujhe..... Chup kyon Hai bol kuchh

Sana: mujhse bahut bada galti ho gaya hai mujhe UN per Bharosa karna chahie tha maine unhen itna jyada dukh de Diya Hai ab kaise unhen manaungi pata nahin.............par ek minute unhone kya kaha hai shaadi unke list mein nahin hai

Ruhu: hmmmm

Sana: to.....

Ruhu: to keya

Sana: vah bad mein soch lenge abhi to unka gussa kam karu

Adi: abhi phone rakho a Gaya Hai farmhouse

Sana: Bhai aap bhi chalo Na Mujhe dar lag raha hai

Adi: tu ja  mein aata hun





___________________________________________

Shehnaaz entered the From House with small steps. A short distance away, the sounds of wood chopping could be heard from the back garden area. Shenaaz wondered who was cutting wood so late at night. So she peeked and went to see.

He saw Siddharth bare-chestedly cutting thick logs of wood one after another and putting them into the fire which lit in front of him.

Shehnaaz was watching the hotness of her man ..... His whole body is sweaty. The sweat on his strong arms slowly seeps into his hands.
The sweat on his forehead slowly settled between his chest as it kissed his cheek. Shehnaaz saw her most handsome man and she feel the peace of her eyes and the long time prayers of her heart. He followed Siddharth without going inside. Just then Adi came from behind

Adi: uhhu

He faked a cough
Dekhna complete ho gaya to andar chale

Sana: bhaii....chalo...par pehele ap

______________________________________
Adi: Siddharth

Siddharth was in a way in the reign of his work and his own thoughts. He suddenly looked up hearing Adi's voice causing him to lose his mind and the axe which is in his right hand hit the corner of his left hand's plam.

Sana: siddddarth......

Seeing Siddharth's bloodied hand, Shehnaaz rushed to him

Sana:( loudly) kam karte waqt kya kya sochte rahte ho aap sambhal ke nahin kar sakte ho ab kya hoga Adi Bhai aap doctor bulao

Sid: Koi jarurat nahin Hai hamdardi dikhane ki .,......isase kahin jyada dard saha hai maine.....  aur main kamyabi se vah dard bhi Dil se alag kar chuka hun

Sana: theek hai bahut achcha kiya hai..... bad mein gussa kar lena .....bad mein dant bhi Lena pahle aapko doctor dikhana jaruri hai

Adi: Sahi kaha Shehnaaz ne doctor bulate Hain

Sid: itni raat ko yahan per Koi doctor nahin milega ek kam kar andar ja kitchen mein haldi hai aur ek red kapde Bhi Hai vah lekar a

Adi went inside the house to bring  the things. Just then Shehnaaz went to take Siddharth's injured hand in her own.........but......


Sid: chuna mat ....... don't touch....maine kaha tha mat ana.....

Sana: 🥺🥺🥺🥺 Siddharth






Galti maaf karna

Please like
Please comment
Please follow


















GEHRAIYAN 2Where stories live. Discover now