AAP Sab Ko Shayad yah story pasand nahin a raha hai.... Agar aap log like aur comment nahin karoge To Mujhe Bhi likhane ka interest nahin hoga..... Agar kahin per Koi galti ho raha hai to mujhe kah sakte ho main Sahi karne ki koshish karungi..... Magar likes karte raho yaar to likhane mein maja aata Hai
Start
MG: ruk jaaiye Mr.Shukla ek baat Kan khol kar Sun lijiye ...... Ham logon ki life bahut alag hai aur Main nahin chahta hun Mera Beti kuchbhi dukh paye isliye Mera beti ko kisi ek Ko Choose karna hoga ya aap ya Main
Siddharth turned around and looked at Man and said confidently
Sid: MUJHE MERI SHEHNAAZ PER KHUD SE BHI JYADA BHAROSHA HAI VAH JO DECISION LEGA VAH SAHI HOGA..... AUR AAP BHI JO DECISION LENGE VAH SAHI LENGE AUR JO KAM KE LIYE AAP AAYE HAIN VAH PURA KARENGE
__________________________________________
Adi: Papa please suniye na itna bhi gussa mat kijiye aap ka BP badh jaega aap baithiae aur mere baat suniye
MG: kuchh nahin sunna hai mujhe ....Priti ...Priti abhi hamen Punjab ke liye nikalna hai aur ham Sab ek sath jaenge Koi kuchh nahin puchega mujhse
PG: aap kya bol rahe hain yahi to kal aaye Hain ham aur abhi aap jane ke bat kar rahe hai
Adi: mujhe please thoda time dijiye
.
Shehnaaz hugged her mother and cried
Sana: mujhe maaf kar dena mom mujhse bahut bada galti ho gaya hai
Sana: Papa Please Aisa mat kijiye mujhe ek bar bolane ke mauka To dijiye mujhe pata hai maine jhooth kaha hai aapse Magar maine aisa kuchh nahin Kiya Hai jiske vajah se aapke sar jhuk jaaye
MG: Adi ise kah de mujhe isase baat nahin karna hai aur han mujhe abhi Punjab ke liye nikalna hai aur ise bol yah bhi apna suitcase pack kar le
Adi: papa plsss... Mom papa ko samjho abhi nikalne ka koi fayda nahin hai abhi Koi flight nahin Hai Amritsar ke liye
MG: okay Amritsar ke liye nahin To nahin kisi Aur jagah Ka Bhi To hoga main vahan per jaunga Magar Mumbai mein nahin rahunga
Shehnaaz realizes that if she can't convince her father in this situation then everything in her life will change. She will lose her Siddharth again
Maan cannot handle this situation and sits down on the sofa tiredly. Seeing her father's condition, Shehnaaz felt very sad and guilty and sat in front of her father and held both his hands.
Sana: papa aap mere upar Vishwas nahin rakhte hain
MG: Tere upar Mera pura Vishwas tha isliye pura freedom diya tha apni life banane ke liye Magar Tune Mujhe jhooth kaha
Sana: Maine kuchh jhooth nahin kaha hai papa.... Mujhe itna Bada mauka mila tha vah bhi Siddharth Shukla ke company se ...aapko to pata hi hai na yah company pura India mein number ek hai aur meri designs ine logon Ko pasand aaya tha To Main kaise Na kar dete papa ....mujhe pata hai maine aapko sach nahin bataya Kyunki mujhe pata tha aap UN logon Ko pasand nahin karte Hain..... Magar achcha kam sikhane ke liye acche logon ke sath rahena jaruri hai Papa aur Maine yahi Kiya Hai
MG: bahut bada galti Kiya Hai tune ...ek baat bahut clear samajh le Tu Life mein aage jaaye ya Na ja Magar uss Shukla family se Tuje Koi rishta nahin rakhna hai.... Agar tu UN logon se milegi To Mujhe bhul Jana Hai ...Tujhe yah bhul Jana Hai Ki Main Tera papa hun
Sana:PAPAAA
PG: yah aap kya bol rahe hain ...aap soch kar kahe Rahe Ho Jo aap bol rahe ho.....
YOU ARE READING
GEHRAIYAN 2
FanfictionThis story is about two people who love each other from a young age but time and circumstances separate them. ln the present time they don't even recognize each other. Everyone must read this story to see how these two get back together and expand...