Thddddddddddd.....................
Shehnaaz wakes up to a very loud sound of breaking some glass
Sana: Siddharthhhh......ap ke hatho se khoon....apne flower vase kyu tora....
Sid: dur raho avi please
Sana: nehi
All those old memories hit Siddharth's present again and again. His love for his uncle made him unable to accept his uncle's sudden death. He spirals out of control again and again as old memories flood his mind. Shehnaaz fell asleep for some time but that incident scared Siddharth without his knowledge. The question arose in his mind again, the fear of losing his loved one....
When Siddharth tries to leave the room avoiding Shehnaaz, She runs to him and holds his hand from behind.Sana: please aise jaiae mat aapko keya lagta hai mujhe dukh nahin Hai vah Bhi Mera Bua thi aur aise Achanak Sab kuchh Ho Gaya yah Hamare hath par nahin tha.... Magar purane vah baten lekar ab Hamare present ko kharab kyun kar rahe hain
Sid: tum bahut chhote the Tumhare liye vul jana aasan hoga Magar mere liye mere chacha Ki maut bahat badi Sadma tha aur usse Bhi jyada Sadma to tab Laga tha jab Main har Gaya
Sana: kyunnn
Sid: main bahut confidence lekar Tumhare papa ko bola tha ki tum aaoge Magar Tum ai nahin aur Tumhare papa tumhen aise dur bhej diya Ki ek bar pata bhi nahin Chala..... tumhari phone off Ho Gaya Tum Aur Adi itna dur chale gaye Ki ek bar mujhse Aakar mile Bhi nahin
Sana: jhooth Hai yah
Sid: kya jhooth hai tum Chali nahin gai thi
Sana: aapane hi to kaha Bahut Chhoti thi Main... Mere hath par sach mein kuchh nahin tha, Papa ne Jaise kaha ham Sab ne vahi Kiya pahle mama ke vahan gai uske bad ham donon Ko Papa ne London bhej diya... FIR bhaiya yahan per wapas aaye Magar Mujhe Canada bhej diya .....
Magar jut yah hai ki use Din Raat Main nahin ai
Sid: matlab...
Sana: main aayi thi Siddharth.. main aayi thi aapse milane Magar
Sid: bolo
Sana: Magar Doli ne Mujhe aapke Kamre Tak nahin aane Diya
Sid: Tum Doli e dar kar mere sath milne nahin aaogi yah Bhi Mujhe Vishwas karna padega
Sana: Hamare flight ke time ho rahe tha ham Sab nikalne wale the papa se chhup Ke Main Aur bhaiya aaye The Magar pahle Doli ne hamen nahin jaane Diya uske bad main jhagada Kar jab aapke Kamre Tak pahunche tab
Sid: tab keya hua
Just then the door bell rang...
Sana: ek min mein dekhti Hu
Sana: ha boliae
Hotel manager: Sir network a chuke hain... ab aap log phone kar sakte hain aur aap aapke car bhi thik hoke garage se a chuka hai
Sid: aap jahie ham abhi aate Hain
Sana: main fresh hoke ati hu...hame phone karna chahie Ghar per bhi sab pareshan ho rahe honge
Sid: hmmmm
_________________________________
Then the car started.... The two did not speak to each other for quite some time....Siddharth broke their silent moment
Sid: Shehnaaz...
Sana: hmmm
Sid: tum kuch bol rahe the
Sana: keya
Sid: jab tak tum mere room Tak a rahe the Dolly ke ylaba Shayed Koi Aur bhi jo tumhen mujhse milane ke liye roka tha kaun hai vah
Sana: Koi nahin use waqt Bahut der ho chuka tha bhai ne phone karke mujhe bula liya Kyunki papa ham donon Ko bula rahe the
Sid: OOO achcha.... Bahut kuchh Badal Gaya ek Pal mein
Sana: hmmm... Per purane vah Sab Din chhodkar aage ka sochna sahi hai( in mind)(mai abhi puri bat nehi kehe poungi ... kyuki Main nahin chahti hu purani baten bahar Aakar aapko fir se gussa kar de Aur Main yah bhi janti hun abhi main yah baten aapko kahungi to aapko mere upar Vishwas bhi nahin hoga time aane per Sab kuchh pata chal jaega khud ba khud)
Sid: vah Chhota Sa Sanu bahut badi badi baat karne Lagi Hai
Sana: hmm....
Sid: keya hmmm.... Ek baat bolo Tumhare papa ko pata hai Tum Hamare company mein kam karte ho
Sana: pagal hai... Aapko lagta kya hai vah mujhe kam karne dete
Siddharth suddenly stops the car on one side of the road.
Sana: kya hua
Sid: agar Tumhare papa ko pata chal gaya Ki Tum Mere sath kam karte ho to vah tumhen fir se aise kahin bhej denge Jahan se main kabhi tumko dekh bhi nahin paunga
Sana: main abhi bahut chhoti si Sana nahin Hun Ki Main unki baton per a jau... main khud Jo sochungi...jo Sahi hoga vahi karungi....
Sid: par
Sana: Koi parvar nahi Maine aapki baat rakhi hai khud Ke Naam se Na Sahi Magar pahle Main khud aapke samne ai hun.... Magar aap Mere samne use din bhi nahin aaye The
Sid: tumhen pata tha na Tumhare Papa ne tumhari Kasam diya tha mujhe ....Main kaise a jata ..Magar Adi Apne bat Rakhkha tha .....usne Tumhare 18 sal ka birthday party Amritsar mein hi kiya tha
Sana: bhai ne bahut koshish karke papa ko Razi kiya tha papa ekdam se Razi nahin the ...par bhai ne bahut papad Bela hai apke liye......use din jab pura hall andhera Ho Gaya aur aapane Mujhe Chhua aur mere kanon ke pass Aakar birthday wish kia ... Isse mujhe samajh a gayi thi....per main bahut gussa hun aap per
Sid: kis kushi mai
Sana: aapne use Din Mere hothon per.....jo bhi... magar app magic ke tarha chale bhi gaye mujhse mile Bina....
Siddharth smirked: hothon per keya kia tha Maine ...kuchh Kiya To nahin
Sana: Apne aahista se kiss kiya tha na.. jhooth Mat bolo aur khud Ko chhune Tak nahin diya
Sid: Maine kuchh nahin kiya tha Tumhare dost ne hi To Tumhare hath pakad kar rakhi thi... Main To sirf tumhare pass gaya tha aur mere wada nibhaya tha aur tumhen is baat ka yad dilaya tha ki tumhare upar sirf Mera Hi hak hai
Siddharth said the words looking into Shehnaaz's eyes and said in a very sexy and dominating tone. Siddharth gently put his left hand around Shehnaaz's waist and pulled her close with his right hand. Shehnaaz and Siddharth came very close to each other.
But suddenly the sound of a car from behind interrupts the need between the two and they move away from each other. Shehnaaz turns red with embarrassment and Siddharth smiles at her and turns to drive the car.
They are the happiest people in the world right now. All the happy memories of the past and being close to each other now became their most precious possessions.
But they didn't know, something was waiting for them at home that would change their lives to some extent
Galti maaf karna
Please like
Please comment
Please follow
YOU ARE READING
GEHRAIYAN 2
FanfictionThis story is about two people who love each other from a young age but time and circumstances separate them. ln the present time they don't even recognize each other. Everyone must read this story to see how these two get back together and expand...