Sana: papa
MG: tu ready ho gayi .... good...mai bhi Tere sath aata hun chal Aaj donon milkar vah Shuklas ke munh per resignation fek Ke aata hun
Sana: papa vahan per jaane se pahle Mujhe aapke sath kuchh baat karni hai
MG: dekh Sana bahut pyar se pala Hai humne Tujhe jab Jo chij tu mangi Hai Sab kuchh Diya Hai aaj Maine Tujh se kuchh mang raha hun aur Mujhe tujh per itna Bharosa Hai Ki Tu Meri baat manegi
Sana: Papa Mujhe abhi yah Kam nahin chhodana Hai Main Aur Siddharth....matlab Mr Shukla ek project mein kam kar rahe hain yah khatm Ho jaane Do FIR ham Amritsar Laut jaenge
MG: to yah Tera last decision hai
Sana: nahin papa yah Mera last decision nahin Hai yah Mera Mere kam ki taraf respect Hai Magar aap agar yah kahate Ho ki yah problem Mere resignation Dene se solve ho sakta hai to main aapke bat man leti hun
MG: to jyada baat badhane ki jarurat nahin hai chal
PG: Sunie ji main kahti hun itna jaldbaji karne ki jarurat nahin Hai ap thoda thand dimag se bhi soch sakte hain baat Ko
MG: Shehnaaz chal
_________________________________
Receptionist: are Shehnaaz mam aap Aaj itna der kyon Kardia... vahan per board room mein meeting shuru ho gaya hai aap jaaiye na
Sana: nahin Main yahan per wait Karti hun meeting khatm Ho jaaye to mujhe Mr. Shukla se baat karni hai bahut jaruri hai
R: madam aapke sath yah
Sana: yah Mere papa hai....ap ak bar inform kardo ge unhe ....
R: yes mam
___________________________
Samar: welcome Mr. Gill.....to ap man gaye is agriment ke liye ... achcha hai ...issmai apka faida hi faida....
MG: apko galatfahmi hai ...mai iha par kuch aur kam se aye hu..... Aapka fayda aapko mubarak ho Mr Rudra
Samar: bat mai abhi bhi wahi dhar Hai...par aapane aapna business ko aage nahin banaa paye vah Punjab mein Hi atak Gaya.... Yah baton Ki dhaar agar apne business per laga dena to Aaj bahut dur tak ja pate
MG: han Main Punjab mein Hi hun ...Magar Main nahi aap log aaye Hain mere pass apne business ko aage badhane ke liye... help lene ke liye.... Aap jaise bade bade businessman aaye Hain Mere Jaise chhote businessman se help lene ke liye wow kamal ka success mila hai aap logon Ko
Samar: Maaan.....
MG: Mujhe Mr. Siddharth Shukla se baat karna aur Main isliye ai hun.... Kisi Aur se bahas karke Main Mera pura din kharab nahin karna chahta hun
Ashokji indicated Samar to shut up with his eye gesture
Sid: boliae Mr.Gill....
MG: my personally aapse baat karna chahta ho aap ke room mein
____________________________________
Sid: boliae uncle
MG: Mujhe uncle mat kaho Tumhare munh se mister ke liye Sahi lag raha hai mujhe
Sid: itna nafrat bhi Sahi nahin Hai per han agar aap mister Dil sunane se Khush hote Hai To Main jarur vahi kahunga aapko... Boliye aap kya chahte Hain
MG: Main nahin is bar tumhare sath baat Mere beti karegi
Sid: hmmm
Sana: I am sorry 🥺 main aapke sath Kam nahin kar paungi yah Raha Mera resignation letter please accept it
Shehnaaz said the words helplesslySiddharth clenches his jaw and tightens his fist. Even though he knew that he was not resigning willingly, but the image of Shehnaaz leaving took Siddharth's emotions to another level. Looking deeply into Shehnaaz's eyes, he understood where Shehnaaz's sadness was hidden. Looking at her sorrowful eyes, he felt one thing that at this moment he should keep a cool head and move forward by soft attitude........
Sid: to Mr.Gill ap chahte Hain Main Shehnaaz ka resignation accept kar lu.... okay done
Shehnaaz was stunned by Siddharth's words
Maan was surprised how easily he accepted everything but was very happy inside.
MG: thank you Mr Shukla.....chal Shehnaaz....
Sid: ak min Mr.Gill......ak important baat bolna hai......uske bad ap aur apke beti chala jana....
Nikhil please aja.......
__________________________________________
Sid: to Mr. Gill ap dekh lijiye yea agreement.....ha ap apne lawyer ko bhi dekha sakte hai.....
Maan angrily throws the agreement paper on the table and then walks in front of Siddharth
MG: tum jaise chhote Dil Ke log hi soch sakte ho yah
Sana: papa please
MG: itna padh likh kar yah Sikha Hai Tune jab Koi agreement mein sign kar rahi hai uske aage pure agreement padh Lena chahie.... Yahan per bahut acche se likha hua hai agar tu is 6 mahine ki jab pura nahin kiya aur uske aage resign kar di to Tujhe 24hours ke andar ₹10 crores rupaye Dena padega....
Sana: keya 6 mahine ka agreement per main to 2 mahine
Sid(in mind) yea lardi duba ke rakhkhe gii
Sid: Yes Miss Gill six months, you were informed when you made the contract. You were asked to read the entire agreement and then sign it. It is clearly stated that if you quit your job within 6 months, you will have to pay 10 crore within 24 hours. If not, you will be associated with the company for two more years
Shehnaaz looks at Siddharth with wide eyes in surprise. Siddharth enjoys the success of his plan in his own mind. Maan sits on the sofa with his hands on his head.
Sid: mujhe pata hai Miss Gillis waqt aapke pass itna rupaye nahin Hai to jaaiye aur kam per lag jaaiye aur Aaj Mere pura din ka time table le aaiae
Sana: ok sir.....
She smiles looking at Siddharth and goes out to do her work
MG: ek minute Sana beta ruko... Mr Siddharth Shukla aap bahut Bade businessman hai Mujhe pata tha aapke dimag mein Aisa Hi kuchh hai aapane soch bhi kaise liya Main itna jaldi aapko jitne dunga.....
Mujhe pata tha aap aise kuchh karenge Mere Masoom se bacche ke sath isiliye main prepare hokar aaya hunSid: keya🤨
MG: itna jaldi kya hai abhi time to baki Hai.... yah cheque hai 10 crore ka ...Le lijiye aur vah agreement Jo Mere beti ne sign kiya tha far dijiye..... Itna To maine bhi kamaya hai jisse main Mere apnon ko ap jaise logon se bacha sakun.......chal Shehnaaz beta
Galti maaf karna
Please like
Please comment
Please follow
YOU ARE READING
GEHRAIYAN 2
FanfictionThis story is about two people who love each other from a young age but time and circumstances separate them. ln the present time they don't even recognize each other. Everyone must read this story to see how these two get back together and expand...