Man: pagalpan bandh karo... Aise Tod fodane se kya Siddharth Tumhare ho jaega dimag ko shant kar lo
Girl: per papa jab se Main pyar ke matlab samjha hai aapane usse Din se kaha Hai Siddharth Mera Hai FIR kaise vah kisi Aur Ko chah sakta hai
Man: dolly pahle khud Ko harm karna band karo.... Aur Mujhe bolo kya hua hai
Doli: papa papa... Ak anjan ladki uske Ghar mein Aakar Rahane Lage Hai ...uska PA hai n to PA ban kar rahe agar mere aur Siddharth Ke Bich mai aane Ki koshish bhi karen to maar dalungi main
Samar: chup ekadam se chup Ho ja... yah baat Jo Tu Kah Raha Hai iska Koi saboot hai ki use ladki ne Siddharth se kuchh rishta Rakha Hai.... ek baat Kan khol kar Sun Le aur dimag mein ghusa le Siddharth Tera hai aur tera hi hai.. bahut din se yah Chhota Sa Jo bij Hai Maine Bada Kiya Hai aaj Shukla enterprise Bankar ham Sab Ko chhav de raha hai aur uska Malik Mera damad hi Banega... kuchh kharab mat kar dekhti Rahe Tere papa Tujhe use ghar ka Bahu banakar rahega
That's right, the girl who was feeling jealous from afar seeing the happiness of Siddharth's family was none other than Dolly. Although Siddharth thinks her as an old friend, Dolly's weakness for Siddharth dates back a long time and her father Samar has always supported this weakness. Today only Shehnaaz's entry into the Shukla family has made Dolly very upset.
Dolly: ab sach kah rahe ho na papa... Mamma ke jaane ke bad aap hi to ek Ho Jo Mujhe samajhte Ho
Samar: so ja .... Tu yahan per hotel mein aaya Hai use ghar mein kisi ko pata hai
Dolly: nahin Sab so raha tha use waqt Maine chale aaye
Samar: theek hai ab so jao Main Tujhe Sula deti Hu... Shant ho kar so ja Kyunki is life mein
kuchh pane ke liye kuchh sahena jaruri hai ......Chhota Sa natak Karti Rahe Kitna achcha achcha ko hata Diya samne se yah sana kaur kya chij haiDolly rested her head on her father's lap and fell asleep but Samar's mind was on fire and he started thinking about something
Samar: Tum logon ki vajah se Maine Mera bahen khoya Hai ...ab Meri beti nahin khona chahta aaj se 12 sal pahle Jo Safar Maine shuru kiya tha vah aise adhure khatm nahin kar sakta.... Siddharth ke life mein sirf aur sirf meri beti Hi rahegi iske liye Mujhe jo jo karna hai karunga jis jis ko samne se hatana hai hataunga Magar Mera beti ke Khushi Ke bich mein Koi nahin a payega
Samar: hello
Man: yes boss boliye bahut din bad phone kiya aapane
Samar: bakwas mat kar Tujhe ek ladki ke bare mein pata karke mujhe batana hai subah Tak tujhko uski tasvir mil jaega
Man: itna sa kam hai ya duniya se hatana hai usko
Samar: abhi ke liye sirf pata karo kaun hai aur uska family mein koun hai bad mein jo karna padega Main Tujhe bolata rahunga
Man: ok boss
___________________________________________
Morning 7 o'clock
Rs: Shehnaaz beta idhar aja....
Dadi: oho keya lag rahi hai...sanu ...magar tere majnu ne dekha tujhe yea nehi
Sana: pari ap kuch bhi bolte ho...
Just then a voice was heard......Hiii Rita aunty
Dadi: agiiii...hiii bali....
Dolly: hello Granny how are you
Dadi: achcha khasa
Rs: dolly beta Tu kal raat ko kab nikal gai
YOU ARE READING
GEHRAIYAN 2
FanfictionThis story is about two people who love each other from a young age but time and circumstances separate them. ln the present time they don't even recognize each other. Everyone must read this story to see how these two get back together and expand...