Part 15

1.3K 142 17
                                    

Bahut jaldi se likha hai maine... thoda family function mein busy hun To galti Ho Gaya to maaf kar dena











Sid: hello miss Ria.

Ria  : yes Sir

Sid: miss Gill ko avi mere cabin mein ane ko boliae.... Uske phone nahin lag raha hai ....vah kya tumhare sath hai

Ria: nahi sir Mere sath To nahin Hai Magar dekhti Hun Main Kahan hai vah... Aur kah dete ho

Sid: unko boliye 5 minut ke andar ready ho jaaye hamen meetings ke liye Abhi nikalna hai

Ria : ok sir

____________________________

Ria: are Sana Tu yahan hai abhi sir ka phone aaya tha Tu jald se jald ready ho ja abhi nikalna hai.... lag raha tha bahut gusse mein hai vah

Sana: Magar abhi to lunch break hua hai main abhi tak khana bhi nahin khaya aur jitna mujhe pata hai abhi sir Ke  Koi meetings Bhi nahin Hai.... Kahan se a Gaya meeting

Ria: mujhe pata nahin sir ne kaha Hai khud

Sana: ok.... Subah to sahi tha dimag unka... abhi meetings bhi nahin tha... kahan se a Gaya.... aur gussa kyon a rahe hai inko... kya ho gaya hai... aisa to nahin the ap..... pagal Ho jaaungi main

Shehnaaz thoughts in her mind

______________________________________

Sana: sir please boliae na kaha meeting hai...mere pass jo list hai uspe to nehi hai

Sid: lunch kia

Sana: apne kuchh bola kia

Sid: maine kaha lunch kiya hai

Sana: kaha .... Main to lunch box kholne wali thi aapane bula liya ... aapko pata Hai Kitna achcha puri aur sabji banayi thi aur aapane bula liya

Sid: abhi bak bak bandh karo aur apne munh per tala lagao

Sana:: kaise chup rahu.... jab Mujhe bhookh lagta hai....
Tab Mera sar ghumne lagta hai ab aapne khane nahin diya Mera sir aur pet do Hi ghoom raha hai

Jzzzzzz......Siddharth pressed the brakes of the car.

Sid: utrooo

Sana: aap is raste per utar Bhi Jau....aapane kaha bhi meeting hai
Aise mat kijiye Main yahan se Ghar kaise jaaungi Aur Mere purse bhi office mein rah Gaya ap aise nahin kar sakte sir please mat karo

Sid: stooooop...

Sana: sorry

Sid: Kitna bolati Ho Tum ek bar dekh Lo ham log hotel mein ai hu aur ham yahan per khana khane aaya hai

As soon as Siddharthsaid this he got out from the car and started walking but he stopped when he turned around and saw Shehnaaz sitting in the car.

Sid: Miss kour.....miss kour

Sana: aaa haaa

Sid: andar aane ke liye kya invitation card Dena padega

Sana: nehi sir.... Chhoriae....  ham aate Hain

____________________________________

Kya baat hai aaj Suraj kahan se nikle hai... itna sahi baten.... itna acchi tarike se baten kar raha hai mere na attacks a jaaye.... Shehnaaz Sambhal ja lagta hai Iske Mathe  ke andar kuchh chal raha hai aaj Shayad Tujhe Bhi Bada Sa jhataka lagne wala hai

Sana was sitting in her seat and  thinking when Siddharth went to the washroom

Sid: Ho Gaya sochana ....kuchh order Kiya Hai ya nahin

Sana: in mind ( kitna  khadoos hai......ek baat bhi sidhe se nahin kah sakta hai) nahin sir Maine kuchh order nahin kiya hai aap hi de do

Siddharth ordered all of Shehnaaz's favorite dishes. Shehnaaz was very surprised to see all the food she liked on the table as she had no idea that he would recognize her. On the other hand, Siddharth was thinking that he will reveal Shehnaaz's true identity today anyway.

Sid: Bahut der ho chuka hai mere pet mein hathi kod Raha Hai khana kha lete Hain

Sana: yah sab Punjabi dishes mera favourite hai aapko kaise pata

Sid: achcha yah tumhari favourite Hai ???Magar yah Mere kisi dost ka bhi favourite tha isiliye Main jab Bhi Koi Punjabi khana order karta hu yahi wala karta hun

Sana is shocked by Siddharth's words and is quite happy in her heart but she doesn't let it affect her face

Sana: oho..... Aapki dost tha matlab abhi nahin Hai doston vah

Sid: pata nahin dost hai ya nahin bahut din pahle bichar gaye the ham donon....  chalo khana kha le te hai

Sana: sir aapane kaha kisi ke sath meeting Hai Magar yah per Koi aaya nahin

Sid: oooo.... Aane wala tha magar cancel Ho Gaya to socha tumhare sath hi lunch kar lete ho aur thoda baat bhi kar leta Hun

Sana: hmmm

Sid: dekho Tum mere sath  kam karte Ho Magar Tumhare bare mein mujhe kuchh pata nahin hai

Siddharth's sudden words made Shehnaaz cough. She put the food in her mouth which made it very difficult for her to start eating. Siddharth immediately offered her a glass of water

Sid: are aahista kya hua theek ho aab

Sana: hmm..ha ha... Aap kuchh bol rahe the

Sid: Maine kaha Main Tumhare bare mein acche se kuchh pata nahin hai..... tum kahan ka Rahane wali ho

Sana: Amritsar ka hun Magar parai ke liye Canada Chali gai thi Aur Aakar yahan per Mumbai mein rahegayi

Sid: ok ... Tumhare ghar mein koun koun hai

Sana: ma Aur Papa aur Mumbai mein main aur bhai rehti hun

Sid: achcha

Mera jo dost ki main jiska baat kar raha tha na vah bhi Amritsar mein Hi rahte the bahut acchi thi jhooth bolna aata nahin tha kabhi Magar Bahut Din se Mila nahin

Aaj bahut achcha time hai Inka mood bhi Sahi lag raha hai thoda bahut sach bataungi to Shayad Bura nahin manega.... Aur gussa kar liya to dekha jaega...sana thoughts

Sana: achcha aapka dost bhi Amritsar ki rahene Bali hai  lagta hai bahut dil ke kareeb the aapka

Sid: hmmm(aur Kitna chhupaaogi Tum... itna kuchh To Maine kah diya ab bhi samajh nahin a raha hai tumhen kya lagta hai main tumhen nahin pahchan paunga ki tumne...itna  bada jhooth... aaj agar tumne kuch kah diya to theek hai nahin to Iske aage Ka Tum soch Bhi nahin sakti Ho) in his mind

Sana: main  ak baat kahena chahti hun aapse

Sid: finally...bolo

Sana: vah Na Mai..mai

Sid: keya mai

Sana: Mere asali Naam....

Just as Shehnaaz was about to finish her words, someone called Siddharth from behind in a very familiar voice.....

Hiiii ..... Siddddarth......

Siddharth turned back as soon as he heard that familiar voice




Galti maaf karna

Please like
Please comment
Please follow





GEHRAIYAN 2Where stories live. Discover now