It's been 1 year....
Iss 1 saal mein bahut kuch badal gaya but everything in negative way.
Now shana ruhi and pihu alag kamre mein sote hai guest room mein...
Flashback
One day at night....
In sidnaaz room....
Ruhi aur pihu dono 4 months ki hai. Pihu to so gayi hai lekin ruhi bahut ro rahi hai.
Sana dono ko hi sulake gayi thi washroom fresh hone ke liye. But suddenly ruhi uthke rone lagti hai aur sid ke nind toot jate hai. Uske business mein kuch loss chal raha tha to woh frustrated tha bahut.
Sid - Abey yeh kya musibat gale pad gaye yaar. Rat ko so bhi na pau. What the hell?? Aur iski maa pata nahi kaha ghum rahi hai.. Yeh chup emdom chup.. Sidharth ka awaz sunke pihu bhi uth jati hai aur dono sath rone lagte hai.
Sana jaldi se bathroom se bahar nikal ke bacho ko god mein lete hai.
Sana - Arey kya hua??? Kyu ro rahe hai mere bache...? Ageye na mumma. Nahi riote mere sona bacha hai na. Na na nahi rote. Bhuki kagi hai mere bache ko hai?
But they didn't stop.
Now Sidharth loose his patience.
Sid - Kya tamasa laga ke rakha hai??? Bahut din ne chal raha hai yeh natak. Nikal mere room se apne bacho ko lekar. Chal chal nikal bahar.
Sana - Sidharth ji yeh aap kya bol rahe ho yeh humare bache hai. Aap aisa nahi kar sakte?
Sid - Ab tum mujhe sikhaoge ki mujhe kya karna chahiye kya nahi? Hai?
He slapped her.
Sid itni zor se chilla raha tha and bache ro rahe thi bahar tak awaz gayi to dadi janvi and uske papa aa kar darwaza knock kiya.
Sid open the door. Sana aur bachiya ro rahe the.
Janvi - Kya hua? Sana ro kyu rahi hai?? Aur yeh dono bhi? She takes pihu from sana.
Dadi - Kya hua lalla ?? Iss kalmuhi ne firse kuch kiya kya?
Sid - Arey ab mein rat ko so bhi nahi sakta thik se iske bacho ki wajah se.
Sana - Yeh humara bacha hai Sidharth ji
Sid - Mein inko nahi manta apna. Mujhe beta chahiye tha. Aur ab yeh dono mera jeena haram kar rahe hai. Chain se so bhi nahi sakta apnne kamre mein. Rat ko rona subah ko rona. Mein ja raha hu.
Dadi - kaha ja raha hai lalla? Yeh tera kamra hai. Aur tu tuhjhe sharam nahi ati hai kya?
Sidharth jane lagta ha tabhi sana said
Sana - Rukiye Sidharth ji. Dadi apne sahi kaha yeh unka hi kamra hai. Mera nahi hai aur nahi meri betiyo ka hai. Ap idhar rahiye aram se mein ja rahi hu.
Janvi - Beta tu yeh kya bol rahi hai? Kaha jayegi tu?
Sana - Woh guest room khali pada hai na toh mein udhar hi rahungi aj se and left from there without glancing anyone.
Dadi in her mind aj kamre se nikalwaya ekdin ghar se bhi nakalwaungi..
Dadi janvi and his dad also left from there.
Sidharth just closed the door.
Flashback end..
Ab yeh guest room hi in ma betiyo ka choti sa dunia hai. Sana ke pass paisa nahi hai to bacho ke pass bhi zada khilona nahi hai. Just jo bhi basic stuff hai woh Sidharth ko dena parta hai. Baki jo thoda bahut khilona hai woh janvi ji jay ke bheje hue paiso se late hai.
Jay bhi office ke project ki kam se 2 saal ke liye USA gaya hai aur mahi and tara bhi uske sath hai gaye hai. Mahi sana ko ph karte rehte hai but yeh sab ke bare mein usko kuch nahi pata.
Ruhi aur pihu abhi ek saal ke ho gaye hai. Ma aur dadi dono hi hai inke liye sirf. Kehte hai na bache ko bhi maa ke dukh ka andaza ho hi jata hai.
Sana pura din ghar ke sare kam karte hai. Sidharth ke liye bhi sab kuch karte hai. Subah uske room mein jake kapre nikal deti hai, fir breakfast banana, lunch banake factory pe bhejna, rat ke liye kapre nikal ke rakhna, dinner sab kuch karti hai. Fir ghar ke baki kam aur do bacho ko bhi sambhal ti hai. Bache bhi samajdar ha. Bilkul pareshan nahi karte hai sana ko. Na kisi chiz ka koi zidd hai. Ya to apni dadi ke pas ya sana ke pass rehti hai.
In a random day....
Janvi - Jaa beta kamre mein ja. Sab to karliya hai tune baki jo bhi hai mein kar deti hu. Tu abhi ja bacho ke pass ja.
Sana - Thik hai mummy ji
Sana enter into the room and smile blissfully to see her daughters. Dono bed ke center pe baith ke khel rahe hai.
Sana - Kya kar rahi hai meri ruhi aur pihu?? Mumma ko miss kiya?
They smile and show their toys to her.
Ab yehi hai uski zindegi... Jaha sirf aur sirf uski bache hai jinke liye woh ji rahi hai. Sana abhi 20 sal ki hai. Jis umar mein ladkiya masti karte hai life enjoy karti hai uss time pe woh do bacho ko akeli sambhal rahi hai.
Next day ruhi aur pihu ka birthday hai.
Sana pov.
Kal mere bacho ka birthday hai par mein itni badkismat hu ki unke birthday bhi celebrate nahi kar paungi and cried her heart out.
Next day morning....
Janvi aur sana ghar ke mandir mein puja karti hai bacho ke liye. Fir janvi unke liye kheer banati hai. Aur unke liye do new dress bhi layi hai.
Breakfast table.....
Dadi - Arey aj subah subah kheer kyu bani hai? Koi aa raha hai kya??
Janvi - Nahi nahi woh aj bachio ka birthday hai na to isiliye maine banaya hai.
Yeh bat sunke sid ko kuch hota hai but he ignores..
Sana - Mummy ji app thodi der ke liye ruhi aur pihu ko sambhenge? Woh na mujhe market jana tha.
Janvi - Hai hai woh toh mein hu inke pas. Par tu akeli ja payegi?
Sana - Hai hai . Mein bas abhi ayi.
Sana ghar se nikal ke market tak chal ke jati hai. Pehle Woh Jewellery Shop mei jati hai and she sells one gold bangles. Yes, yeh uski Nani ka hai jo marne se pehle Sana ko dekar gayi thi bola tha agar yeh kisi din Sana ka koi kam ayega to unki atma ko shanti milegi.
Sana ko yeh bardasht nahi ho raha tha ki woh birthday ke din apne bacho ke liye kuch nahi kar pa rahi thi.
Sabse pehle usne bacho ke liye bahut sara khilona liya, phir unke liye kuch new frock uske sath matching hairbands, clips, shoes and unke kuch zaroorat ka saman liya. Phir ek cake shop pe jakar ekdam chota sa cake liye. Jiske upar Happy birthday Ruhi and Pihu likh tha and then ghar wapas aa gayi. Dopahar ka time tha to dadi ne bhi dekha nahi.
Sana aakar sidha kamre mein chali gayi. Janvi ji bahut khus ho gayi yeh sab dekh kar.
Janvi - Sana tere pas paise kaha se aye?
Sana - Woh na mere Nani ne mujhe ek kangan diya tha iss duniya se jane se pehle. Maine wo bech diya. Mujhe aj ke din inke liye kuch karna tha. Mein to kuch kar hi nahi payi kabhi. To isiliye eisab lekar ayi aj aur baki paise rakh liya future pe kam ayenge hai na.
Janvi - Hmmm... Chal jaldi se cake cut kar lete hai. Warna shyam ho gaye to maa ji tamasa karenge.
Sana - Hmmm .. Pehle na mein jo kapre aur bands layi hu in dono ko ready kar deti hai.
Phir room mein hi cake cut karke janvi aur Sana dono thodi si khake baki driver ko de dete hai. Kisiko kuch pata bhi nahi chalta..
.................................
आप पढ़ रहे हैं
UNWANTED RELATION ✅
ФанфикKya Sidharth ko kabhi samaj ayega ki betiya koi bojh yah fir manhus nahi hoti? Kya shehnaaz kbhi Sidharth aur apne sasural Wale ko maf kar payegi Jin logo ne usko aur uski do fool jaise bachio pe torture kiya? ...