chapter 17

354 19 18
                                    

New day

Vihaan:Lakshmi me tumhe bhi maar dunga agar tumne mujhse shaadi nahi ki toh...

Lakshmi wakes up with a jerk and sees Rishi sleeping besides her on a chair holding her hand..

Rishi: Lakshmi tum uth gayi good morning.

Lakshmi hugss rishi and she cries...

Lakshmi: Rishi kya koi aisa nahi hai jo sachha ho jo... Atleast mere liye loyal ho me.... Me thak gayi ho rishi.. Babaji kyu mere saath aise kar rahe hai kya ek asaan si maut bhi deserve nahi karti jo har din mujhe maut de rahe hain..

Rishi was in tears: nahi Lakshmi nahiii.... I am sorry mene jaldbaazi ki me... Mom ke pressure me aake profile banai.. Jo bhi kiya I am sorry.... Really sorry.... Meri galti hai sab meri galti hai..

Rishi broke the hug and wiped her tears..

Vir dadi ayush shalu and ahana came inside.

Ayush: bhabhi kaise ho aap?

Lakshmi: ab thik hoon..

Ahana: okay fir aaj hum shopping pe chale? Haina shalu

Shalu: yes agar di ready ho toh..

Dadi: Aree araam karne de use fir kabhi le jana....

Vir: meri beti kaisi hai?

Lakshmi: thik hoon bauji.. Mummy ji kahan hai woh dikh nahi rahin abhi bhi naraaz hain woh?

Virendra:Naraz ka toh pata nahi  par abhi tere liye nashta bana rahi hai... Mujhe bhi ajeeb laga par kal se kaafi ajeeb bartaav kar rahi hai woh khair jo bhi hai tu khush hoja tera favorite nashta bana hai aaj.

Neelam shouting: aaplog yaha firse kyu aaye hain?

Rishi: dad ye toh mom hai kya hua hoga let's see... Lakshmi araam se aao chalo...

And they went down the Singhanias were there..

Deepti: Lakshmi kaisi hai? And she hugged her.and cried
Deepti joined hands: maaf karde beta humari wajh se tujhe.... Itni taklif hui par humne sach chuphaya kyuki hum uss din ko uss ek saal ko apni zindagi se nikal chuke hain.. Humein... Maaf kardo.

Neelam: security!..... Inhe andar kaise ane diya aap logo ko Lakshmi ke aas paas bhatakne se bhi manaa kiya tha humne..

Manish: deepti chalo ab koi fayeda nahi hume...
Manish told his wife and pulled her gently.

Deepti: beta ek bar sunle please..

Lakshmi being kind hearted and not forgetting the love deepti gave her finally agreed.

Lakshmi: aunty ji please..

Neelam: Lakshmi inhe yaha rukne ka haq nahi hai inhone jhooth bola hai..
Dhokebaaz hai sabhi.

Lakshmi: jhooth kisne nahi kaha aunty ji... Chahe woh Oberois ho ya Singhanias... Mere saath dhokha sabne kiya hai.... Aur me har baar ise apni acchi kismat samjh rahi thi ki shayad aap sab mujhse genuinely pyaar karte hai me bhool jo gai thi ki meri asli jagah kya hai aur kahan hain...

Vihaan: humara sach chupana isliye zaruri tha kyuki... Me aapko khona nahi chahta tha... Shanaya ne us din mujhe akhri baar milke sab kuch khatam karne ko kaha tha aur jab me uske room me gaya usne kaha... Ki ab woh meri life ki problem nahi banegi mujhe kabhi pareshaan nahi karegi and the next moment she collapsed.. Par trust me mene use nahi maraa me... Mene usse time manga tha kyuki me settle nahi tha.. Aur haan jhooth kaha tha mene par Lakshmi agar me ye kehta toh aap manti ki me sahi ho..

Rishi: ab kyu manegi woh ki tu sahi hai?

Vihaan: hum sabhi ne ye shaadi meri reputation thik karne ke liye itni jaldi karwai thi... Sab kuch itni jaldi isliye kiya tha but Lakshmi ab me aur meri puri family aap se bohot attached hogai hai especially Oberois ne jo bhi kiyaa woh sab jaa e ke baad aur bhi.. Aap plz ye shaadi mat todiye..... Aur proof ye hai.. Ye Shanaya ke hostel ka video hai Rishi ne bina soche samjhe meri puri family ki insult karwa di me shaant tha kyuki baat Lakshmi ki thi..

RISHMIIIIWhere stories live. Discover now