Part 9 : Pramod

175 17 8
                                    

Pramod enters in his room, after seeing his room he remembered that video call with susheela, the room was same the way ho arranged for both of them

He ignores his feelings , without even changing his clothes he directly lies on bed

He wanted to take a nap but all his thoughts were not letting him sleep, he was awake all the time in memories with susheela,

He was not feeling relaxed & comfort in his own room, he didn't wanted to stay there more mentally

But physically his body was not letting him to even sit or stand

Wo bus ese hi ceiling ko dekhte rehta hai

esi hi bauat waqt beet jata hai

Pramod se Milne abhi tak Mini aayi thi, 

Pramod aur bhi baichan horaha tha 

Pramod's pov:-

Ye guest q nahi ja rahe hai , jab wo jayege tabhi to finally mom mujhse milne aa paygi

( Woh apne kamre se bahar aata hai aur dekhta hai ki guests kabke ja chuke the, teapoy par jo naste ki plates wagera rakhi Hui thi wo sab waha nahi hoti hai, sab kuch saaf hota hai, jai abhi bhi kitchen me hi tha, Mini aaram se sofa par baithi hui thi, she was scrolling on her phone)

Pramod (in mind): Mom mujhse milne q nahi aayi, dad bhi nahi aaye Aaj mujhse baat karne!

Ha.. shayad unhone socha hoga mujhe thodi der tak akele chodna chahiye, mom mere wajah se hurt Hui thi,

Mujhe hi pehele Jana hoga mom se milne

( Pramod goes towards Mini)

Pramod: Mom! Aap thik toh hai na, itne dino se me aapko ek phone bhi nahi kar paya, us din se ghar lautne ke baad aap par kya beeti hogi ye me janta hu, aap bhi bahut  royi hongi na mom

(Mini pramod ko bina dekhe hi phone per scrolling karte hue usse se baat karti hai)

 Mini: are uske liye kya rona beta, uske jese bahut ladkiya dekhi hai mene, aur tum bhi jyada mat socho uske bare me 

I think shayad wo wese bhi tumhare liye sahi nahi thi aur shayad wo yaha adjust bhi nahi karpati

Hum me aur unme bauat farak hai na beta, uska family background alag, hamara alag, unka status alag aur hamara alag, sochne ka tarika alag, janedo…

Mini started walking away 

Pramod: ruko mom! Kai Meri wajah se peheli baar aapki insult hui hai, aapka Bharosa tut hai, sorry Mom

Mene ek ziddi aur jaldbaji karne wali ladki se pyar kiya, jisne bina soche samjhe aap par itna bada ilzaam lagaya, aapko kitna dukh hua hoga na mom 

Aakhir aap susheela ji ko apni beti man chuki thi

Aur jisne aapko dukh pahuchaya hai, mujhe phir bhi usse separate hone ki baat bura lag raha hai , isliye aap naraj ho kya mujhse

Pyar kiya tha na mene, me kya karu, aap pls mujhse naraj mat hona, me bhulne ki koshish kar raha hu unhe

Mini (finally looking at him): are beta, ye sab tum kya sochne lag gaye, ese sochke dukhi hokar apne aap ka kya haal bana liya hai tumne! Sambhalo apne aap ko!

Bahaut bade doctor ho tum, 

Chautala hospital ke Owner

Ese kitne rishtey tumhare liye aayenge aur kitno ko tumhe thukrana padega life me

Turning Page: New Journey Begins (Sumodjiyaras)(Agnimamehil)Where stories live. Discover now