Realisation

4.3K 139 12
                                    

"Bhai mujhe aap se baat karni hai", mariyam said to him.
" chali jao mujhe nhi sunna kuch bhi", he replied coldly.
"Bhai please ek baar meri bast sunein, meerab ka isme koi kasoor nhi hai, unhone toh meri zidd ki wajah se meri madad ki", she said.
He looked at mariyam with widened eyes. "Aap niche chalein bhai , main yeh sach sab ke samne batana chahti hu, please bhai, she said pleasingly.

******
"Aab kounsi tarafdaari karni baki reh gayi hai bolo?", maa begum said to mariyam.
"Maa begum aapne meri galti ki saza meerab ko di hai, isne unki koi galti nhi thi,  woh toh meri zidd ki wajah se unhe yeh kadam uthana pada, meri baat ka bharosa karein aap sab meerab ne mujhe nhi bhagaya main apni marzi se gayi thi aur meerab ko majboori mein meri madad karni padi", she said.

Anwar and Murtasim looked at her. They felt bad for not believing in her.

She continued,"unhone jis din mujhe dekha tha woh bhai ko batane aa rhi thi maine unhein meri kasam de kar rok liya, aur phir jab main ghar se bhagne  wali thi tab bhi unhone mujhe samjhaya ke mujhe aise nhi karna chahiye khandan ki izzat me aanch aa sakti hai , magar maine hu unhein kaha ke agar anas  mujhe nhi mile toh main suicide kar lungi isi liye unhe yeh kadam uthana pada.

Murtasim was totally shocked after knowing the truth. He cursed himself for not believing her. He told that he love her then how he didn't even understood it. She sat on the sofa and hold his forehead. Anwar was feeling guilty too. She's her daughter he have to take her side this time. He again failed as a father. And This time for sure she will not forgive both of them. Maa begum felt bad  a little but didn't show it to anyone because of her ego. But deep down she's regretting in her steps.

"Agar tumhari meerab itni hi masoom hai toh tumhare sath resturent kyu gayi thi", haya asked mariyam. Showing the picture to everyone.
"Tumne dekha tha humei?", mariyam said.
"Haan aur nhi toh kya dekha tha ayr maine hi mallick zubair ke sath wali tasveer li thi, dekhiye maa begum asb bhi", she said.
" Tumhein kaise pata tha ke yahi mallick zubair hai?", Murtasim asked haya.
"Woh.. Woh... Maine usse dekha tha ek bar", she said.
" Magar tumne toh bola ke tumhe pata nhi tha mallick zubair kaisa dikhta hai", anwar asked her.
She looked very scared.
"Agar tum janti thi mallick zubair hi anas hai toh tumne unhein bataya kyu nhi? Kya badhne di baat ko bolo?, bolo", he roared like a lion.
"Kya yeh sach hai haya, tumhe pata tha mallick zubair hi anas hai?", maa begum asked. "Ha...haan, ja..jaanti thi", she replied. Maa begum gave her a tight slap. Anyone can notice fingerprints in her cheeks.
"Tumne jasn bujh kar yeh sab kiya haya?, tum toh meri sahi behen se badh kar thi na, toh akhir kyu kiya yeh sab mere sath?", mariyam asked her. She felt betrayaled by her sister's behaviour. They know eachother from childhood then how could she do that to her.
"Main tumhe khatre mein nhi dalna chahti thi, mai yoh bas meerab ka sach sab ke samne lana chahti thi", she said.
"Konsa sach? Sach toh abhi bahar aaya hai haya woh bhi tumhara", anwar said.
"Maine anila aue waqas ki tarbiyat par sawal uthaya jab ki galti meri tarbiyat ki thi, ek ne anjane mein khandan ka naam kharab karna chaha aur dusri ne sab jante huye bhi nhi bola", mas begum said.
"Meri koi galti nhi hai isme sab galti uss meerab ki hai ussi ne mariyam ko uksaya tha", haya said.
"Tumse kisi ne rai nhi mangi hai samjhi, aur koun galat hai koun sahi hai aab pata chal gaya", Murtasim said.
" maine bola tha na woh ladki sahi nhi hai iss ghar ke liye", haya said.
"Just shut up okay... Tumhein koi haq nhi hai meri biwi ke bare mein ulta sidha bolne ka", he said angrily.
"Bhabhi begum aapne puri bast na sune meri beti ko toh ghar se nikal diya magar aab aap ka insaaf kahan chala gaya? Aab karein aap insaaf sahi se", anwar said.
"Main sharminda hu anwar apne kiye pe magar aab kya kar sakte hain", maa begum said.
" Maafi mangiye meerab se jaa kar, kyu ki galat faisla le kar apne ne bhi gunaah kiya hai bhabhi begum, aap deen janti hain humse behtar toh aap samjh gayi houngi", anwar replied and left.
"Murtasim beta tum toh....", she said.
" Chacha sahab sahi bol rahe hain, aab toh wahid ek hi rasta hai sab sahi karne ka ke hum log meerab se maafi mang lein aur usse maaf kar dein", Murtasim said and left.

Tales of Love Where stories live. Discover now