Lamhe!

499 39 42
                                    

Flashback Resumed

Haseena was sitting on the chair, wincing with pain.

HM: Yeh achanak se itna dukh kyun raha hain. (Thinking)
.
.
.
BS arrives and quickly bends near Haseena's foot, keeping it gently on her thigh, and started cleaning the wound.

HM: Ahhhh, Ammmiiiiii! (Wincing)
Madam please yeh Dettol mat lagaiye. Yeh bohot jalta hain.
(Closing her eyes due to pain)

BS: Haan, abhi tumhe dard ho raha hain aur kuch der pehele tumhe pata bhi nahi chal raha tha ki ho kya raha hain.
Dawai toh lagani padhegi na beta,hum dhere lagate hain theek hain...(blowing on the wound)

After few minutes...
.
.
.
BS: Bas, bas hogaya dekho.
(Completing the bandage and slowly keeping her leg on near by chair)

HM: Thank you Madam. (With a gratifying smile)

BS: Kaise lagi yeh?

HM: Pata nahi madam. Shayad woh patthar pe pair (foot) rakhne ke kaaran lagi ho, uss waqt toh khoon nahi aaya tha, shayad abhi wound zayada khul gayi. (Seeing towards the bandage)

BS: (moving her head sideways unbelievably) Chhodo, aao hum tumhe room tak chhod dete hain.

HM: Nahi, nahi madam hum khud chale jaayenge. (And tries to get up but couldn't stand)

BS: (was watching her)
Ho gaya, hua tumse?
Ruko hum wheelchair laate hain uss se chhod denge tumhe, abhi jitna kam chalogi utni jaldhi theek hogi.

HM: Ji madam, zayada nahi bas chhoti si chot hain, 4-5 din mein theek ho jaayegi.

BS: Haan har baat chhoti si toh hoti hain... (Taunting her)

...

Haseena lowers her eyes and thinks - Abb shuru inke taane. (Laughing silently)

...

BS: Tum hass lo, hum aate hain wheelchair leke.

Haseena wonders how her Madam reads her mind?

Flashback paused

...

CC: Waise Maddam sir, Agar Karishma madam ne Babita madam se unka style liya hain toh aapne bhi unse unke taana maarne waali aadat li hain.

(Haseena glares at Cheetah)

PJ: Yeh toh sahi kaha tumne Cheetah, inke taane bhi kam nahi hain.

HM: Kya Pushpa ji aap bhi. Aisa kuch nahi hain woh toh hum bas...

KS: Bas thoda bohot epic one liners maar lete hain, hain na Maddam sir?

Everyone laughs.

...

HM: Accha baba theek hain, maan liya humne. (Giving up)

PJ: Waise yeh baat toh sahi kahi thi aapne Babita ji, Maddam Sir bilkul Karishma jaisi thi, jaisi woh abb hain Ziddi!

KS: Aaiyeeee! (Sarcastically)
Humara naam liye bina aapka khana nahi pachta na Pushp...Amma!

BS: Sahi hi toh kaha Pushpa ji ne, lekin Pushpa ji yeh Dono aaj bhi aisi hain.
Ziddi!

...

Both Haseena and Karishma looked at each other and shared a hi-fi and said (together)- Woh toh hain!

...

BJ: aacchee..acheei..

SS: Excuse Billu ji...

BJ: Haan vahi aacheee..axcheushe me !

Discovering the Bonds! Where stories live. Discover now